badan
Laho mein utarti rahi chandni
Laho mein utarti rahi chandni
Badan raat ka kitna dhanda laga
لہو میں اترتی رہی چاندنی
بدن رات کا کتنا ٹھنڈا لگا
Main zahr piita raha zindagi ke hathon se
Main zahr piita raha zindagi ke hathon se
Ye aur baat hai mera badan hara na hua
میں زہر پیتا رہا زندگی کے ہاتھوں سے
یہ اور بات ہے میرا بدن ہرا نہ ہوا
मैं ज़हर पीता रहा ज़िंदगी के हाथों से
ये और बात है मेरा बदन हरा न हुआ
Suna hai us ke badan ki tarash aisi hai
Suna hai us ke badan ki tarash aisi hai
Ki phuul apni qabatien katar ke dekhte hain
سنا ہے اس کے بدن کی تراش ایسی ہے
کہ پھول اپنی قبائیں کتر کے دیکھتے ہیں
सुना है उस के बदन की तराश ऐसी है
कि फूल अपनी क़बाएँ कतर के देखते हैं
Badan Ke Karb Ko Wo Bhi Samajh Na
Badan Ke Karb Ko Wo Bhi Samajh Na Payega
Mai Dil Mai Roungi Ankhon Mai Muskuraungi
بدن کے کرب کو وہ بھی سمجھ نہ پائے گا
میں دل میں روؤں گی آنکھوں میں مسکراؤں گی
बदन के कर्ब को वो भी समझ न पाएगा
मैं दिल में रोऊँगी आँखों में मुस्कुराऊँगी
Kabhi Kabhar Use Dekh Len Kahin Mil
Kabhi Kabhar Use Dekh Len Kahin Mil Len
Ye Kab Kaha Tha Ki Wo Khush-Badan Humara Ho
کبھی کبھار اسے دیکھ لیں کہیں مل لیں
یہ کب کہا تھا کہ وہ خوش بدن ہمارا ہو
कभी कभार उसे देख लें कहीं मिल लें
ये कब कहा था कि वो ख़ुश-बदन हमारा हो
Badan Ki Qurbat Ko Toh Mil Jaate Hain
Badan Ki Qurbat Ko Toh Mil Jaate Hain Log Hazaron,
Maine Aik Shaks Ko Chuna Tha Sirf Mohabbat Ke Liye
Badan Ke Karb Ko Woh Bhi Samajh Na Payega
/Aankhen Shayari/Aansu Shayari/Dil Shayari/Muskurahat Shayari/Parveen Shakir Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/