Phir De Ke Khushī Hum Use Nashad Karen Kyun

/Dard Shayari/Ghamgeen Poetry/Hafeez Jalandhari Shayari/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/

Phir De Ke Khushī Hum Use Nashad Karen Kyun

Gham Hi Se TabIat Hai Agar Shaad Kisi Ki

پھر دے کے خوشی ہم اسے ناشاد کریں کیوں

غم ہی سے طبیعت ہے اگر شاد کسی کی

फिर दे के ख़ुशी हम उसे नाशाद करें क्यूँ

ग़म ही से तबीअत है अगर शाद किसी की

Is Tarah Khush Hun Kisi Ke Waada-e-Fardaa Pe Main

/Dard Shayari/Heart Touching Shayari/Jigar Moradabadi/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/

Is Tarah Khush Hun Kisi Ke Waada-e-Fardaa Pe Main
Dar-Haqeeqat Jaise Mujh Ko Etibaar Aa Hi Gaya

اس طرح خوش ہوں کسی کے وعدۂ فردا پہ میں

در حقیقت جیسے مجھ کو اعتبار آ ہی گیا

इस तरह ख़ुश हूँ किसी के वादा-ए-फ़र्दा पे मैं

दर-हक़ीक़त जैसे मुझ को ए’तिबार ही गया

Main bhi kuch ḳhush nahin wafa kar ke

/Aansu Shayari/Dard Shayari/Ghamgeen Poetry/Heart Touching Shayari/Momin Khan Momin Shayari/Sad Urdu Poetry/Tanha Shayari/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/Wafa Shayari/

Main bhi kuch ḳhush nahin wafa kar ke

Tum ne achcha kiya nibah na ki

میں بھی کچھ خوش نہیں وفا کر کے

تم نے اچھا کیا نباہ نہ کی

मैं भी कुछ ख़ुश नहीं वफ़ा कर के

तुम ने अच्छा किया निबाह की

Khush bhi ho lete hain tere be-qarar

/Firaq GorakhPuri Shayari/Ishq Poetry/Two Line Shayari/

Khush bhi ho lete hain tere be-qarar

Gham hi gham ho ishq men aisa nahi

خوش بھی ہو لیتے ہیں تیرے بے قرار

غم ہی غم ہو عشق میں ایسا نہیں

ख़ुश भी हो लेते हैं तेरे बे-क़रार

ग़म ही ग़म हो इश्क़ में ऐसा नहीं