Jo un pe guzartii hai kis ne use jaanaa hai

/Aankhen Shayari/Dard Shayari/Heart Touching Shayari/Jigar Moradabadi/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/

Jo un pe guzartii hai kis ne use jaanaa hai
Apnii hii musiibat hai apnaa hii fasaanaa hai

جو ان پہ گزرتی ہے کس نے اسے جانا ہے

اپنی ہی مصیبت ہے اپنا ہی فسانا ہے

जो उन पे गुज़रती है किस ने उसे जाना है

अपनी ही मुसीबत है अपना ही फ़साना है

Saaz-e-ulfat chhid rahaa hai aansuon ke saaz par

/Aankhen Shayari/Dard Shayari/Heart Touching Shayari/Jigar Moradabadi/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/

Saaz-e-ulfat chhid rahaa hai aansuon ke saaz par
Muskuraae ham to un ko bad-gumaanii ho ga.ii

ساز الفت چھڑ رہا ہے آنسوؤں کے ساز پر

مسکرائے ہم تو ان کو بد گمانی ہو گئی

साज़-ए-उल्फ़त छिड़ रहा है आँसुओं के साज़ पर

मुस्कुराए हम तो उन को बद-गुमानी हो गई

Jo na samjhe naaseho phir us ko samjhaate ho kyun

/Aankhen Shayari/Dard Shayari/Heart Touching Shayari/Jigar Moradabadi/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/

Jo na samjhe naaseho phir us ko samjhaate ho kyun
Saath diivaane ke diivaane bane jaate ho kyun

جو نہ سمجھے ناصحو پھر اس کو سمجھاتے ہو کیوں

ساتھ دیوانے کے دیوانے بنے جاتے ہو کیوں

जो समझे नासेहो फिर उस को समझाते हो क्यूँ

साथ दीवाने के दीवाने बने जाते हो क्यूँ

Aankhon se jaan jaaiye furqat kaa maajraa

/Aankhen Shayari/Aansu Shayari/Dard Shayari/Heart Touching Shayari/Jigar Moradabadi/Sad Urdu Poetry/

Aankhon se jaan jaaiye furqat kaa maajraa
Ashkon se pochh liijiye jo dil kaa haal hai

آنکھوں سے جان جائیے فرقت کا ماجرا

اشکوں سے پوچھ لیجئے جو دل کا حال ہے

आँखों से जान जाइए फ़ुर्क़त का माजरा

अश्कों से पूछ लीजिए जो दिल का हाल है

Husn ke har jamaal mein pinhaan

/Aankhen Shayari/Dil Shayari/Heart Touching Shayari/Husn Shayari/Jigar Moradabadi/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/

Husn ke har jamaal mein pinhaan
Merii raanaa.i-e-khayaal bhii hai

حسن کے ہر جمال میں پنہاں

میری رعنائی خیال بھی ہے

हुस्न के हर जमाल में पिन्हाँ

मेरी रानाई-ए-ख़याल भी है

Pii rahaa hon aankhon aankhon mein sharaab

/Aankhen Shayari/Aansu Shayari/Dard Shayari/Heart Touching Shayari/Jigar Moradabadi/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/

Pii rahaa hon aankhon aankhon mein sharaab
Ab na shiisha hai na ko.i jaam hai

پی رہا ہوں آنکھوں آنکھوں میں شراب

اب نہ شیشہ ہے نہ کوئی جام ہے

पी रहा हूँ आँखों आँखों में शराब

अब शीशा है कोई जाम है

Mujhe de rahe hain tasalliyaan wo har ek taaza payaam se

/Aankhen Shayari/Aansu Shayari/Dard Shayari/Jigar Moradabadi/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/

Mujhe de rahe hain tasalliyaan wo har ek taaza payaam se
Kabhii aa ke manzar-e-aam par kabhii hat ke manzar-e-aam se

مجھے دے رہے ہیں تسلیاں وہ ہر ایک تازہ پیام سے

کبھی آ کے منظر عام پر کبھی ہٹ کے منظر عام سے

मुझे दे रहे हैं तसल्लियाँ वो हर एक ताज़ा पयाम से

कभी के मंज़र-ए-आम पर कभी हट के मंज़र-ए-आम से

Wo the na mujh se door na main un se duur tha

/Aankhen Shayari/Dard Shayari/Heart Touching Shayari/Jigar Moradabadi/Sad Urdu Poetry/Urdu Poetry Images/

Wo the na mujh se door na main un se duur tha
Aataa na thaa nazar to nazar kaa qusuur tha

وہ تھے نہ مجھ سے دور نہ میں ان سے دور تھا

آتا نہ تھا نظر تو نظر کا قصور تھا

वो थे मुझ से दूर मैं उन से दूर था

आता था नज़र तो नज़र का क़ुसूर था

Aankhon mein namii sii hai chup chup se vo baithe hain

/Aankhen Shayari/Aansu Shayari/Dard Shayari/Heart Touching Shayari/Jigar Moradabadi/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/

Aankhon mein namii sii hai chup chup se vo baithe hain
Naazuk sii nigaahon mein naazuk saa fasaana hai

آنکھوں میں نمی سی ہے چپ چپ سے وہ بیٹھے ہیں

نازک سی نگاہوں میں نازک سا فسانہ ہے

आँखों में नमी सी है चुप चुप से वो बैठे हैं

नाज़ुक सी निगाहों में नाज़ुक सा फ़साना है

Mohabbat mein ik aisaa waqt bhii dil par guzarta hai

/Aankhen Shayari/Aansu Shayari/Dard Shayari/Heart Touching Shayari/Jigar Moradabadi/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/

Mohabbat mein ik aisaa waqt bhii dil par guzarta hai
Ki aansuu khushk ho jaate hai.n tugyaanii nahin jaati

محبت میں اک ایسا وقت بھی دل پر گزرتا ہے

کہ آنسو خشک ہو جاتے ہیں طغیانی نہیں جاتی

मोहब्बत में इक ऐसा वक़्त भी दिल पर गुज़रता है

कि आँसू ख़ुश्क हो जाते हैं तुग़्यानी नहीं जाती