dekhna
Main wo Basti Hun ki Yaad-e-Raftagan Ke Bhes Mein
Main wo Basti Hun ki Yaad-e-Raftagan Ke Bhes Mein
Dekhne Aati Hai Ab Meri Hi Veerani Mujhe
میں وہ بستی ہوں کہ یاد رفتگاں کے بھیس میں
دیکھنے آتی ہے اب میری ہی ویرانی مجھے
मैं वो बस्ती हूँ कि याद-ए-रफ़्तगाँ के भेस में
देखने आती है अब मेरी ही वीरानी मुझे
Us Ki Surat Ko Dekhta Hun Main
Us Ki Surat Ko Dekhta Hun Main
Meri Sseerat Wo Dekhta Hi Nahin
اس کی صورت کو دیکھتا ہوں میں
میری سیرت وہ دیکھتا ہی نہیں
उस की सूरत को देखता हूँ मैं
मेरी सीरत वो देखता ही नहीं
Naaseh Ko Bulaao Mera Imaan Sambhaale
/Aankhen Shayari/Hafeez Jalandhari Shayari/Heart Touching Shayari/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/
Naaseh Ko Bulaao Mera Imaan Sambhaale
Phir Dekh Liya Us Ne Usi Ek Nazar Se
ناصح کو بلاؤ مرا ایمان سنبھالے
پھر دیکھ لیا اس نے اسی ایک نظر سے
नासेह को बुलाओ मिरा ईमान सँभाले
फिर देख लिया उस ने उसी एक नज़र से
Dekha Jo Khaa Ke Teer Kameen-Gaah Ki Taraf
Dekha Jo Khaa Ke Teer kameen-Gaah Ki Taraf
Apne Hi Doston Se Mulaqat Ho Gai
دیکھا جو کھا کے تیر کمیں گاہ کی طرف
اپنے ہی دوستوں سے ملاقات ہو گئی
देखा जो खा के तीर कमीं-गाह की तरफ़
अपने ही दोस्तों से मुलाक़ात हो गई
Duniya Ye Dukhi Hai Phir Bhi Magar Thak Kar Hi Sahi So Jaati Hai
/Dard Shayari/Heart Touching Shayari/Jigar Moradabadi/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/
Duniya Ye Dukhi Hai Phir Bhi Magar Thak Kar Hi Sahi So Jaati Hai
Tere Hi Muqaddar Mein Ai Dil Kyun Chain Nahin Aaram Nahin
دنیا یہ دکھی ہے پھر بھی مگر تھک کر ہی سہی سو جاتی ہے
تیرے ہی مقدر میں اے دل کیوں چین نہیں آرام نہیں
दुनिया ये दुखी है फिर भी मगर थक कर ही सही सो जाती है
तेरे ही मुक़द्दर में ऐ दिल क्यूँ चैन नहीं आराम नहीं
Jahl-e-Khirad Ne Din Ye Dikhae
Jahl-e-Khirad Ne Din Ye Dikhae
Ghat Gae Insaan Badh Gae Sae
جہل خرد نے دن یہ دکھائے
گھٹ گئے انساں بڑھ گئے سائے
जहल-ए-ख़िरद ने दिन ये दिखाए
घट गए इंसाँ बढ़ गए साए
Tasveer Ke Do Rukh Hain Jaan Aur Gam-e-Janaan
/Heart Touching Shayari/Jigar Moradabadi/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/Urdu Poetry Sms/
Tasveer Ke Do Rukh Hain Jaan Aur Gam-e-Janaan
Ik Naqsh Chupana Hai Ik Naqsh Dikhana Hai
تصویر کے دو رخ ہیں جاں اور غم جاناں
اک نقش چھپانا ہے اک نقش دکھانا ہے
तस्वीर के दो रुख़ हैं जाँ और ग़म-ए-जानाँ
इक नक़्श छुपाना है इक नक़्श दिखाना है
Lakh Aaftaab Paas Se Ho Kar Guzar Gae
Lakh Aaftaab Paas Se Ho Kar Guzar Gae
Hum Baithe Intizar-e-Sahar Dekhte Rahe
لاکھ آفتاب پاس سے ہو کر گزر گئے
ہم بیٹھے انتظار سحر دیکھتے رہے
लाख आफ़्ताब पास से हो कर गुज़र गए
हम बैठे इंतिज़ार-ए-सहर देखते रहे
Wo The Na Mujh Se Door Na Main Un Se Door Tha
/Aankhen Shayari/Dard Shayari/Heart Touching Shayari/Jigar Moradabadi/Sad Urdu Poetry/Urdu Poetry Images/