Naaseh Ko Bulaao Mera Imaan Sambhaale

/Aankhen Shayari/Hafeez Jalandhari Shayari/Heart Touching Shayari/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/

Naaseh Ko Bulaao Mera Imaan Sambhaale
Phir Dekh Liya Us Ne Usi Ek Nazar Se

ناصح کو بلاؤ مرا ایمان سنبھالے

پھر دیکھ لیا اس نے اسی ایک نظر سے

नासेह को बुलाओ मिरा ईमान सँभाले

फिर देख लिया उस ने उसी एक नज़र से

Wo The Na Mujh Se Door Na Main Un Se Door Tha

/Aankhen Shayari/Dard Shayari/Heart Touching Shayari/Jigar Moradabadi/Sad Urdu Poetry/Urdu Poetry Images/

Wo The Na Mujh Se Door Na Main Un Se Door Tha
Aata Na Tha Nazar To Nazar Ka Qusoor Tha

وہ تھے نہ مجھ سے دور نہ میں ان سے دور تھا

آتا نہ تھا نظر تو نظر کا قصور تھا

वो थे मुझ से दूर मैं उन से दूर था

आता था नज़र तो नज़र का क़ुसूर था

Mere tagh.ir-e-rang ko mat dekh

/Dard Shayari/Momin Khan Momin Shayari/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/

Mere tagh.ir-e-rang ko mat dekh

Tujh ko apni nazar na ho jaaye

میرے تغییر رنگ کو مت دیکھ

تجھ کو اپنی نظر نہ ہو جائے

मेरे तग़ईर-ए-रंग को मत देख

तुझ को अपनी नज़र हो जाए

Tab-e-nazzara nahin aaina kya dekhne dun

/Aankhen Shayari/Dil Shayari/Momin Khan Momin Shayari/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/

Tab-e-nazzara nahin aaina kya dekhne dun

Aur ban jaenge tasveer jo hairan honge

تاب نظارہ نہیں آئنہ کیا دیکھنے دوں

اور بن جائیں گے تصویر جو حیراں ہوں گے

ताब-ए-नज़्ज़ारा नहीं आइना क्या देखने दूँ

और बन जाएँगे तस्वीर जो हैराँ होंगे

Kharab ho ke bhi socha kiye tere mahjor

/Firaq GorakhPuri Shayari/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/

Kharab ho ke bhi socha kiye tere mahjor

Yahi ki teri  nazar hai teri nazar phir bhi

خراب ہو کے بھی سوچا کیے ترے مہجور

یہی کہ تیری نظر ہے تری نظر پھر بھی

ख़राब हो के भी सोचा किए तिरे महजूर

यही कि तेरी नज़र है तिरी नज़र फिर भी

Ik fusun-saman nigah-e-ashna ki der thi

/Dard Shayari/Firaq GorakhPuri Shayari/Ghamgeen Poetry/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/

Ik fusun-saman nigah-e-ashna ki der thi

Is bhari duniya mein hum tanha nazar aane lage

اک فسوں ساماں نگاہ آشنا کی دیر تھی

اس بھری دنیا میں ہم تنہا نظر آنے لگے

इक फ़ुसूँ-सामाँ निगाह-ए-आश्ना की देर थी

इस भरी दुनिया में हम तन्हा नज़र आने लगे

Zauq-e-nazzara usi ka hai jahan mein tujh ko

/Chahat Shayari/Firaq GorakhPuri Shayari/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/Urdu Poetry Sms/

Zauq-e-nazzara usi ka hai jahan mein tujh ko

Dekh kar bhi jo liye hasrat-e-didar chala

ذوق نظارہ اسی کا ہے جہاں میں تجھ کو

دیکھ کر بھی جو لیے حسرت دیدار چلا

ज़ौक़-ए-नज़्ज़ारा उसी का है जहाँ में तुझ को

देख कर भी जो लिए हसरत-ए-दीदार चला

Rafta rafta ghair apni hi nazar mein ho gaye

/Firaq GorakhPuri Shayari/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/

Rafta rafta ghair apni hi nazar mein ho gaye

Wah-ri ghaflat tujhe apna samajh baithe the hum

رفتہ رفتہ غیر اپنی ہی نظر میں ہو گئے

واہ ری غفلت تجھے اپنا سمجھ بیٹھے تھے ہم

रफ़्ता रफ़्ता इश्क़ मानूस-ए-जहाँ होने लगा

ख़ुद को तेरे हिज्र में तन्हा समझ बैठे थे हम