seher
Kya Farz Hai K Sub Ko Mile Ek Sa jawab
Kya Farz Hai K Sub Ko Mile Ek Sa jawab
Aao Na Hum Bhi Sair Kren Koh-e-Tur Ki
کیا فرض ہے کہ سب کو ملے ایک سا جواب
آؤ نہ ہم بھی سیر کریں کوہ طور کی
क्या फ़र्ज़ है कि सब को मिले एक सा जवाब
आओ न हम भी सैर करें कोह-ए-तूर की
Kab Thehre Ga Dard, Ae Dil Kab Raat
Kab Thehre Ga Dard, Ae Dil Kab Raat Basar Hogi
Sunte Thay Woh Aayeinge, Sunte Thay Seher Hogi
کب ٹھہرے گا درد اے دل کب رات بسر ہوگی
سنتے تھے وہ آئیں گے سنتے تھے سحر ہوگی
Umar Jalwon Mein Basar Ho Yeh Zaruri Toh
Umar Jalwon Mein Basar Ho Yeh Zaruri Toh Nahi
Har Shab e Gham Ki Seher Ho Yeh Zaruri Toh Nahi,
Neend Toh Dard Ke Bistar Pe Bhi Aa Sakti Hai
Unke Aagosh Mein Sar Ho Yeh Zaruri Toh Nahi
Naye Mausam Ki Seher Jaise Sard Mein Dopeher
Naye Mausam Ki Seher Jaise Sard Mein Dopahar,
Koi Mujhko Yun Mila Hai Jaise Banjare Ko Ghar
Kisko Dekhun Ke Tere Naam Ka Nasha Utare
/Aankhen Shayari/Chahat Shayari/Husn Shayari/Romantic Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Love Poetry/Urdu Poetry Images/
Kisko Dekhun Ke Tere Naam Ka Nasha Utare,
Kisko Chahun Jo Tere Seher Ko Kamtar Karde
Phir Se Ik Saal Hai Guzra Kisi Shab Ki Manand
Phir Se Ik Saal Hai Guzra Kisi Shab Ki Manand,
Phir Seher Ban Ke Naya Saal Ugha Hai Yaaro
Bare Taabah Bare Roshan Sitare Toot Jaate Hain
/Ghamgeen Poetry/Intezar Poetry/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Love Poetry/Urdu Poetry Images/