
nasha
Hum ko wo shaks fareebon ka nashana kar ke

Hum ko wo shaks fareebon ka nashana kar ke
Ab jahan bhar ka wafadar hua jata hai
ہم کو وہ شخص فریبوں کا نشانہ کر کے
اب جہاں بھر کا وفادار ہوا جاتا ہے
Nasha Pila Ke Girana To Sab Ko Aata Hai, Maza To

Nasha Pila Ke Girana To Sab Ko Aata Hai
Maza To Tab Hai Ki Girton Ko Thaam Le Saaqi
नशा पिला के गिराना तो सब को आता है
मज़ा तो तब है कि गिरतों को थाम ले साक़ी
نشہ پلا کے گرانا تو سب کو آتا ہے
مزا تو تب ہے کہ گرتوں کو تھام لے ساقی
Dhaula Chuke The Mil Kar Kal Launde
Dhaula Chuke The Mil Kar Kal Launde Mai-Kade K
Par Sargiran Ho Waaiz Jaata Raha Satak Kar
دھولا چکے تھے مل کر کل لونڈے میکدے کے
پر سرگراں ہو واعظ جاتا رہا سٹک کر
धौला चुके थे मिल कर कल लौंडे मय-कदे के
पर सरगिराँ हो वाइ’ज़ जाता रहा सटक कर
Har-Chand Ho Mushahida-e-Haq Ki
Har-Chand Ho Mushahida-e-Haq Ki Guftagu
Banti Nahi Hai Bada-o-Saghar Kahe Baghair
ہر چند ہو مشاہدۂ حق کی گفتگو
بنتی نہیں ہے بادہ و ساغر کہے بغیر
हर चंद हो मुशाहिदा-ए-हक़ की गुफ़्तुगू
बनती नहीं है बादा-ओ-साग़र कहे बग़ैर
Mera Yehi Andaaz Iss Zamane Ko Khalta

Mera Yehi Andaaz Iss Zamane Ko Khalta Hai, Ke
Itna Peene Ke Baad Bhi Seedha Kaise Chalta Hai.
मेरा यही अंदाज इस जमाने को खलता है, कि
इतना पीने के बाद भी सीधा कैसे चलता है।
میرا یہی انداز اس زمانہ کو خالتا ہے، کہ
اتنا پینے کے بعد بھی سیدھا کیسے چلتا ہے
Suna Hai Teri Surat Dekhne Wale, Koi

Suna Hai Teri Surat Dekhne Wale,
Koi Aur Nasha Nahi Karte
سنا ہے تیری صورت دیکھنے والے
کوئی اور نشہ نہیں کرتے
Gham e Duniya Bhi Gham e Yaar Mein

Gham e Duniya Bhi Gham e Yaar Mein Shamil Karlo,
Nasha Barhta Hai Sharabein Jo Sharabon Mein Milein
غم دنیا بھی غم یار میں شامل کر لو
نشہ بڑھتا ہے شرابیں جو شرابوں میں ملیں
ग़म-ए-दुनिया भी ग़म-ए-यार में शामिल कर लो
नश्शा बढ़ता है शराबें जो शराबों में मिलें
Aik Safar Tha Jo Guzar Gaya, Koi Nasha Tha

