hijr
Dasht-e-Hasti Mai Shab-e-Gham Ki
Dasht-e-Hasti Mai Shab-e-Gham Ki Sahar Karne Ko
Hijr Walon Ne Liya Rakht-e-Safar Sannata
دشت ہستی میں شب غم کی سحر کرنے کو
ہجر والوں نے لیا رخت سفر سناٹا
दश्त-ए-हस्ती में शब-ए-ग़म की सहर करने को
हिज्र वालों ने लिया रख़्त-ए-सफ़र सन्नाटा
Hijr Ka Taara Doob Chala Hai Dhalne
Hijr Ka Taara Doob Chala Hai Dhalne Lagi Hai Raat Wasi
Katra Katra Baras Rahi Hai Ashkon Ki Barsaat Wasi
حجر کا تارا ڈوب چالا ہے ڈھلنے لگی ہے رات وصی
قطرہ قطرہ برس رہی ہے اشکوں کی برسات وصی
Ye Hum Jo Hijr Mai Deewar-o-Dar Ko
Ye Hum Jo Hijr Mai Deewar-o-Dar Ko Dekhte Hain
Kabhi Saba Ko Kabhi Nama-Bar Ko Dekhte Hain
یہ ہم جو ہجر میں دیوار و در کو دیکھتے ہیں
کبھی صبا کو کبھی نامہ بر کو دیکھتے ہیں
ये हम जो हिज्र में दीवार-ओ-दर को देखते हैं
कभी सबा को कभी नामा-बर को देखते हैं
Unki Yaadon Ko Apne Sath Le Kar Ghar
Unki Yaadon Ko Apne Sath Le Kar
Ghar Se Hum Hijr Ke Maare Nikle,
Mohabbat Toh Tum Ne Bhi Ki Thi Jaanam
Magar Ishq Mein Saare Jurm Hamare Nikle
Mojza e Ishq Na Kahun Toh Kya Kahun
Mojza e Ishq Na Kahun Toh Kya Kahun,
Hijr e Yaar Ne Kia Zaeef Ek Jawan Ko
Hum Ne Kab Ki Hai Tere Ishq Ki Shiddat
Hum Ne Kab Ki Hai Tere Ishq Ki Shiddat Mein Kam,
Hijr Bhi Sab Se Bara Hum Ne Chuna Hai Tera
Woh Jo Ishq Tha Woh Khayal Tha, Yeh Jo
Woh Jo Ishq Tha Woh Khayal Tha,
Yeh Jo Hijr Hai Yeh Naseeb Hai
Aankh Pur-num, Ashk Zam Zam, Saans Madham
/Aankhen Shayari/Aansu Shayari/Ghamgeen Poetry/Sad Urdu Poetry/Shayari on Waqt/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/