maut
Maut kahte hain jis ko ai saghar
Maut kahte hain jis ko ai saghar
Zindagi ki koi kadi hogi
موت کہتے ہیں جس کو اے ساغرؔ
زندگی کی کوئی کڑی ہوگی
मौत कहते हैं जिस को ऐ ‘साग़र’
ज़िंदगी की कोई कड़ी होगी
Apne Katil Ki Zehanat Se Pareshan Hoon
Apne Katil Ki Zehanat Se Pareshan Hoon Mai
Roz Ek Maut Naye Tarz Ki Ijaad Kare
اپنے قاتل کی ذہانت سے پریشان ہوں میں
روز اک موت نئے طرز کی ایجاد کرے
अपने क़ातिल की ज़ेहानत से परेशान हूँ मैं
रोज़ इक मौत नए तर्ज़ की ईजाद करे
Tum Se Mohabbat Kar K Hum Bohot
Tum Se Mohabbat Kar K Hum Bohot Pachta Rahe Hain
Kash Sazaa-E-Mohabbat Se Sazaa-E-Maut Achha Tha
تم سے محبت کر کے ہم بہت پچھتا رہے ہیں
کاش سزائے محبت سے سزائے موت اچھا تھا
Kon Kehta Hai K Maut Aayegi Aur Main
Kon Kehta Hai K Maut Aayegi Aur Main Mar Jaoonga
Main To Dariya Hoon Samandar Main Uttr Jaoonga
کون کہتا ہے کے موت آے گی اور میں مر جاوّں گا
میں تو دریا ہوں سمندر میں اُتّر جاوّں گا
Kaun Rota Hai Yahan Raat Ke Sannate
Kaun Rota Hai Yahan Raat Ke Sannate Mein
Mere Jaisa Hai Koi Ishq Ka Mara Hoga
کون روتا ہے یہاں رات کے سناٹے میں
میرے جیسا ہے کوئی عشق کا مارا ہوگا
Tadbir Mere Ishq Ki Kya Faida Tabib
Tadbir Mere Ishq Ki Kya Faida Tabib
Ab Jaan Hi K Sath Ye Azar Jayega
تدبیر میرے عشق کی کیا فائدہ طبیب
اب جان ہی کے ساتھ یہ آزار جائے گا
तदबीर मेरे इश्क़ की क्या फ़ाएदा तबीब
अब जान ही के साथ ये आज़ार जाएगा
Raftagan Mai Jahan Ke Hum Bhi Hain
Raftagan Mai Jahan Ke Hum Bhi Hain
Sath Us Karvan Ke Hum Bhi Hain