Gawahi Kaise Tutti Muamla Khuda Ka

/Parveen Shakir Poetry/Sufi Shayari/Urdu Poetry Images/

Gawahi Kaise Tutti Muamla Khuda Ka Tha
Mera Aur Us Ka Rishta To Hath Aur Dua Ka Tha

گواہی کیسے ٹوٹتی معاملہ خدا کا تھا

مرا اور اس کا رابطہ تو ہاتھ اور دعا کا تھا

गवाही कैसे टूटती मुआ’मला ख़ुदा का था

मिरा और उस का राब्ता तो हाथ और दुआ का था

Mujh Tak Kab Un Ki Bazm Mai Aata Tha

/Mirza Ghalib Shayari/Sufi Shayari/

Mujh Tak Kab Un Ki Bazm Mai Aata Tha Daur-e-Jam
Saaqi Ne Kuch Mila Na Diya Ho Sharab Mai

مجھ تک کب ان کی بزم میں آتا تھا دور جام

ساقی نے کچھ ملا نہ دیا ہو شراب میں

मुझ तक कब उन की बज़्म में आता था दौर-ए-जाम

साक़ी ने कुछ मिला दिया हो शराब में

  • By:

Haif Is Chaar Giraah Kapre Ki Kismat ‘Ghalib’

/Mirza Ghalib Shayari/Sufi Shayari/

Haif Is Chaar Giraah Kapre Ki Kismat ‘Ghalib’
Jis Ki Kismat Mai Ho Ashiq Ka Gireban Hona

حیف اس چار گرہ کپڑے کی قسمت غالبؔ

جس کی قسمت میں ہو عاشق کا گریباں ہونا

हैफ़ उस चार गिरह कपड़े की क़िस्मत ‘ग़ालिब’

जिस की क़िस्मत में हो आशिक़ का गरेबाँ होना

  • By:

Ganjine-e-Maayani Ka Tilism Us Ko

/Mirza Ghalib Shayari/Sufi Shayari/

Ganjine-e-Maayani Ka Tilism Us Ko Samjhiye
Jo Lafz Ki ‘Ghalib’ Mere Ashaar Mai Aawe

گنجینۂ معنی کا طلسم اس کو سمجھیے

جو لفظ کہ غالبؔ مرے اشعار میں آوے

गंजीना-ए-मअ’नी का तिलिस्म उस को समझिए

जो लफ़्ज़ कि ‘ग़ालिब’ मिरे अशआर में आवे

  • By:

‘Ghalib’ e-Khasta Ke Baghair Kaun Se

/Mirza Ghalib Shayari/Sufi Shayari/

‘Ghalib’ e-Khasta Ke Baghair Kaun Se Kaam Band Hain
Roiye Zaar Zaar Kya Kijiye Haaye Haaye Kyun

غالبؔ خستہ کے بغیر کون سے کام بند ہیں

روئیے زار زار کیا کیجیے ہاے ہاے کیوں

‘ग़ालिब’-ए-ख़स्ता के बग़ैर कौन से काम बंद हैं

रोइए ज़ार ज़ार क्या कीजिए हाए हाए क्यूँ

  • By:

‘Ghalib’ Na Kar Huzar Mai Tu Baar Baar

/Mirza Ghalib Shayari/Sufi Shayari/

‘Ghalib’ Na Kar Huzar Mai Tu Baar Baar Arz
Zahir Hai Tera Haal Sab Un Per Kahe Baghair

غالبؔ نہ کر حضور میں تو بار بار عرض

ظاہر ہے تیرا حال سب ان پر کہے بغیر

‘ग़ालिब’ कर हुज़ूर में तू बार बार अर्ज़

ज़ाहिर है तेरा हाल सब उन पर कहे बग़ैर

  • By:

Dair Nahi Haram Nahi Dar Nahi Astan

/Mirza Ghalib Shayari/Sufi Shayari/

Dair Nahi Haram Nahi Dar Nahi Astan Nahi
Baithe Hain Rahguzar Pe Gum Ghair Humain Uthaye Kyun

دیر نہیں حرم نہیں در نہیں آستاں نہیں

بیٹھے ہیں رہ گزر پہ ہم غیر ہمیں اٹھائے کیوں

दैर नहीं हरम नहीं दर नहीं आस्ताँ नहीं

बैठे हैं रहगुज़र पे हम ग़ैर हमें उठाए क्यूँ

  • By:

Dam-e-Har-Mauj Mai Hai Halqa-e-Sad

/Mirza Ghalib Shayari/Sufi Shayari/

Dam-e-Har-Mauj Mai Hai Halqa-e-Sad-kam-e-Nahang

Dekhain Kya Guzare Hai Qatre Pe Guhar Hote Tak

دام ہر موج میں ہے حلقۂ صد کام نہنگ

دیکھیں کیا گزرے ہے قطرے پہ گہر ہوتے تک

दाम-ए-हर-मौज में है हल्क़ा-ए-सद-काम-ए-नहंग

देखें क्या गुज़रे है क़तरे पे गुहर होते तक

  • By: