/June 30, 2022/Kuch zaroorat se kam kia gaya hai /Tehzeeb Hafi Poetry/Two Line Shayari/ Kuch zaroorat se kam kia gaya hai Tere jany ka ghum kiya gaya hai کچھ ضرورت سے کم کیا گیا ہے تیرے جانے کا غم کیا گیا ہے Tags: ghuman,zarurat
/June 30, 2022/Is ek dar se khuwab dekhta nahin /Tehzeeb Hafi Poetry/Two Line Shayari/ Is ek dar se khuwab dekhta nahin Jo dekhta hoon mein wo bholta nahin اس ایک ڈر سے خواب دیکھتا نہیں جو دیکھتا ہوں میں وہ بھولتا نہیں Tags: darr,dekhna,khawab
/June 30, 2022/Qadam rakhta hau jab ratson pe yaar ahista ahista /Tehzeeb Hafi Poetry/Two Line Shayari/ Qadam rakhta hau jab ratson pe yaar ahista ahista Tu chat jata hai sab gird o gubaar ahista ahista قدم رکھتا ہے جب رستوں پہ یار آہستہ آہستہ تو چھٹ جاتا ہے سب گرد و غبار آہستہ آہستہ Tags: rasta
/June 30, 2022/Tum kia janoo us dariya pe kia guzri /Tehzeeb Hafi Poetry/Two Line Shayari/ Tum kia janoo us dariya pe kia guzri Tum ne tu bas paani bharna chor diya تم کیا جانو اُس دریا پہ کیا گزری تم نے تو بس پانی بھرنا چھوڑ دیا Tags: dariya,pani
/June 30, 2022/Tujh ko paane mein masaeel yeh hai /Tehzeeb Hafi Poetry/Two Line Shayari/ Tujh ko paane mein masaeel yeh hai Tujh ko khone ke waswasy rahe gy تجھ کو پانے میں مسئلہ یہ ہے تجھ کو کھونے کے وسوسے رہیں گے
/June 30, 2022/Tareekiyon ko aag lagy aur diya jaly /Tehzeeb Hafi Poetry/Two Line Shayari/ Tareekiyon ko aag lagy aur diya jaly Yeh raat been karti rahy aur diya jaly تاریکیوں کو آگ لگے اور دیا جلے یہ رات بین کرتی رہے اور دیا جلے Tags: aag,raat
/June 30, 2022/kon aaye ga bhala meri eyaddat ke liye /Tehzeeb Hafi Poetry/Two Line Shayari/ kon aaye ga bhala meri eyaddat ke liye Bas isi khauf se bemar nahi hota mein کون آے گا بھلا میری عیادت کے لئے بس اسی خوف سے بیمار نہیں ہوتا میں Tags: khauf
/June 30, 2022/Mery gaon mein mujhe dekhny aaya hoga /Tehzeeb Hafi Poetry/Two Line Shayari/ Mery gaon mein mujhe dekhny aaya hoga Sier karne tu kaghan bhi ja sakta tha میرے گائوں میں مجھے دیکھنے آیا ہوگا سیر کرنے تو کاغان بھی جا سکتا تھا Tags: dekhna
/June 30, 2022/Us ne dushmano ko bakhabar rakha hua hai /Tehzeeb Hafi Poetry/Two Line Shayari/ Us ne dushmano ko bakhabar rakha hua hai Yeh tu ne jis ko apna keh ke ghar rakha hua hai اُسی نے دشمنوں کو با خبر رکھا ہوا ہے یہ تونےجس کواپناکہہ کہ گھررکھاہواہے Tags: dushman,ghar,khabar
/June 30, 2022/Mein ne jo kuch bhi socha hua hai wo mein waqt aany par kar jaon ga /Tehzeeb Hafi Poetry/Two Line Shayari/ Mein ne jo kuch bhi socha hua hai wo mein waqt aany par kar jaon ga Tum mujhe zehar lagty ho aur mein kisi din tumhy pee kar mar jaon ga میں نے جو کچھ بھی سوچا ہوا ہے وہ میں وقت آنے پر کر جاؤں گا تم مجھے زہر لگتے ہو اور میں کسی دن تمہیں پی کر مر جاؤں گا Tags: din,soch,waqt,zehar