Urdu Poetry Sms
Bari Khamsohi Se Bheja Tha Gulab Usko, Per Khusboo
Bari Khamsohi Se Bheja Tha Gulab Usko, Per Khusboo
Raakh Ko Bhi Khured Kar Dekho, Ab Bhi Jalta
Raakh Ko Bhi Khured Kar Dekho, Ab Bhi Jalta
Matlab Bhi Toh Matlabi Logon Ko Hota
Matlab Bhi Toh Matlabi Logon Ko Hota Hai
مطلب بھی تو مطلبی لوگوں کو ہوتا ہے
Firqa-Bandi Hai Kahin Aur Kahin Zaaten
Firqa-Bandi Hai Kahin Aur Kahin Zaatein Hain,
Kya Zamane Mein Panapne Ki Yehi Baatein hain
फ़िर्क़ा-बंदी है कहीं और कहीं ज़ातें हैं
क्या ज़माने में पनपने की यही बातें हैं
فرقہ بندی ہے کہیں اور کہیں ذاتیں ہیں
کیا زمانے میں پنپنے کی یہی باتیں ہیں
Aksar Wohi Log Uthhate Hain Hum Per
Aksar Wohi Log Uthhate Hain Hum Per Ungliyan,
Jinki Humein Chhune Ki Aukat Nahi Hoti.
अक्सर वही लोग उठाते हैं हम पर उँगलियाँ,
जिनकी हमें छूने की औकात नहीं होती।
اکثر وہی لوگ اُٹھاتے ہیں ہم پر اُنگلیاں
جن کی ہمیں چُھونے کی اوقات نہیں ہوتی
Nakhre Toh Main Apne Bhi Nahi Jhelta
Nakhre Toh Main Apne Bhi Nahi Jhelta
Toh Tu Kis Khet Ki Muli Hai
نخرے تو میں اپنے بھی نہیں جھیلتا
تو تُو کس کھیت کی مولی ہے
Amal Se Zindagi Banti Hai Jannat Bhi
Amal Se Zindagi Banti Hai Jannat Bhi Jahanum Bhi
Yeh Khaki Apni Fitrat Mein Na Noori Hai Na Naari Hai
अमल से ज़िंदगी बनती है जन्नत भी जहन्नम भी
ये ख़ाकी अपनी फ़ितरत में न नूरी है न नारी है
عمل سے زندگی بنتی ہے جنت بھی جہنم بھی
یہ خاکی اپنی فطرت میں نہ نوری ہے نہ ناری ہے
Chamak Suraj Ki Nahi Mere Kirdaar Ki Hai
Chamak Suraj Ki Nahi Mere Kirdaar Ki Hai
Khabar Ye Aasmaan Ke Akhbaar Ki Hai,
Main Chaloon To Mere Sang Kaarwan Chale
Baat Garoor Ki Nahi Aitwaar Ki Hai
चमक सूरज की नहीं मेरे किरदार की है,
खबर ये आसमाँ के अखबार की है,
मैं चलूँ… तो मेरे संग कारवाँ चले,
बात गुरूर की नहीं, ऐतबार की है।
چمک سورج کی نہیں میرے کردار کی ہے
خبر یہ آسمان کے اخبار کی ہے
میں چلوں تو میرے سنگ کارواں چلے
بات غرور کی نہیں اعتوار کی ہے
Itna Bhi Gumaan Na Kar Apni Jeet Per