
deedar
Dida-e-hairan ne tamasha kiya
/Aankhen Shayari/Chahat Shayari/Dil Shayari/Momin Khan Momin Shayari/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/

Dida-e-hairan ne tamasha kiya
Der talak vo mujhe dekha kiya
دیدۂ حیراں نے تماشا کیا
دیر تلک وہ مجھے دیکھا کیا
दीदा-ए-हैराँ ने तमाशा किया
देर तलक वो मुझे देखा किया
Ashk se dada-e-anjum mein jhalak jaate hain

Ashk se deeda-e-anjum mein jhalak jaate hain
Ye bhi ik raaz hai insan ki kismat ki tarah
اشک سے دیدۂ انجم میں جھلک جاتے ہیں
یہ بھی اک راز ہے انسان کی قسمت کی طرح
अश्क से दीदा-ए-अंजुम में झलक जाते हैं
ये भी इक राज़ है इंसान की क़िस्मत की तरह
Farsh-e-mai-ḳhana pe jalte chale jaate hain charagh

Farsh-e-mai-ḳhana pe jalte chale jaate hain chirag
Didani hai teri ahista-ravi ai saqi
فرش مے خانہ پہ جلتے چلے جاتے ہیں چراغ
دیدنی ہے تری آہستہ روی اے ساقی
फ़र्श-ए-मय-ख़ाना पे जलते चले जाते हैं चराग़
दीदनी है तिरी आहिस्ता-रवी ऐ साक़ी
Farsh-e-mai-khana pe jalte chale jaate hain charagh

Farsh-e-mai-ḳhana pe jalte chale jaate hain chiragh
Didani hai teri ahista-ravi ai saaqi
فرش مے خانہ پہ جلتے چلے جاتے ہیں چراغ
دیدنی ہے تری آہستہ روی اے ساقی
फ़र्श-ए-मय-ख़ाना पे जलते चले जाते हैं चराग़
दीदनी है तिरी आहिस्ता-रवी ऐ साक़ी
Zauq-e-nazzara usi ka hai jahan mein tujh ko
/Chahat Shayari/Firaq GorakhPuri Shayari/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/Urdu Poetry Sms/

Zauq-e-nazzara usi ka hai jahan mein tujh ko
Dekh kar bhi jo liye hasrat-e-didar chala
ذوق نظارہ اسی کا ہے جہاں میں تجھ کو
دیکھ کر بھی جو لیے حسرت دیدار چلا
ज़ौक़-ए-नज़्ज़ारा उसी का है जहाँ में तुझ को
देख कर भी जो लिए हसरत-ए-दीदार चला
Teri Arzoon deedar bhi

Teri Arzoon deedar bhi
Tera intezar bhi dhal gaya
تیری آرزوؤں دیدار بھی
تیرا انتظار بھی ڈھل گیا
Maana Ki Teri Deed Ke Qabil Nahi Ho Main

Maana Ki Teri Deed Ke Qabil Nahi Ho Main
Tu Mera Shauq Dekh Mera Intizar dekh
माना कि तेरी दीद के क़ाबिल नहीं हूँ मैं
तू मेरा शौक़ देख मिरा इंतिज़ार देख
مانا کہ تیری دید کے قابل نہیں ہوں میں
تو میرا شوق دیکھ مرا انتظار دیکھ
Darwaza Jo Khola To Nazar Aaye Khare

Darwaza Jo Khola To Nazar Aaye Khare Wo
Hairat Hai Mujhe Aaj Kidhar Bhool Pare Wo
دروازہ جو کھولا تو نظر آئے کھڑے وہ
حیرت ہے مجھے آج کدھر بھول پڑے وہ
दरवाज़ा जो खोला तो नज़र आए खड़े वो
हैरत है मुझे आज किधर भूल पड़े वो
Ab To Is Raah Se Wo Shaks Guzarta Bhi
