Ye raaz sun rahe hai.n ik mauj-e-dil-nashiin se

/Dard Shayari/Dil Shayari/Heart Touching Shayari/Jigar Moradabadi/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/

Ye raaz sun rahe hai.n ik mauj-e-dil-nashiin se
Duube hain ham jahaan par ubhre.nge phir vahin se

یہ راز سن رہے ہیں اک موج دلنشیں سے

ڈوبے ہیں ہم جہاں پر ابھریں گے پھر وہیں سے

ये राज़ सुन रहे हैं इक मौज-ए-दिल-नशीं से

डूबे हैं हम जहाँ पर उभरेंगे फिर वहीं से

Raz-e-nihan zaban-e-aghyar tak na pahuncha

/Dard Shayari/Ghamgeen Poetry/Momin Khan Momin Shayari/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/

Raz-e-nihan zaban-e-aghyar tak na pahuncha

Kya ek bhi hamara ḳhat yaar tak na pahuncha

راز نہاں زبان اغیار تک نہ پہنچا

کیا ایک بھی ہمارا خط یار تک نہ پہنچا

राज़-ए-निहाँ ज़बान-ए-अग़्यार तक पहुँचा

क्या एक भी हमारा ख़त यार तक पहुँचा

Ashk se dada-e-anjum mein jhalak jaate hain

/Dard Shayari/Firaq GorakhPuri Shayari/

Ashk se deeda-e-anjum mein jhalak jaate hain

Ye bhi ik raaz hai insan ki kismat ki tarah

اشک سے دیدۂ انجم میں جھلک جاتے ہیں

یہ بھی اک راز ہے انسان کی قسمت کی طرح

अश्क से दीदा-ए-अंजुम में झलक जाते हैं

ये भी इक राज़ है इंसान की क़िस्मत की तरह

Laaya Hai Mera Shauq Muje Parde Se

/Mir Taqi Mir Poetry/

Laaya Hai Mera Shauq Muje Parde Se Bahar
Mai Warna Wahi Khalwati-e-Raz-e-Nihan Hun

لایا ہے مرا شوق مجھے پردے سے باہر

میں ورنہ وہی خلوتیٔ راز نہاں ہوں

लाया है मिरा शौक़ मुझे पर्दे से बाहर

मैं वर्ना वही ख़ल्वती-ए-राज़-ए-निहाँ हूँ

  • By:

Khud Mein Toh Sanjeeda Hun Per

/Ghazal/

Khud Mein Toh Sanjeeda Hun Per
Duniya Ke Liye Mazaq Hun Main

har koi mujhe parh leta hai
jab ke gehra raaz hun main

mujhe toh main bhi bhool chuka
kisi ko kaise yaad hun main

wese toh mast malang hun per
phir bhi bahut udaas hun main

bahut fikar hai teri mujhe
baaqi fikaron se azaad hun main

خود میں تو سنجیدہ ہوں پر
دُنیا کے لیئے مزاق ہوں میں

ہر کوئی مجھے پڑھ لیتا
جب کے گہرا راز ہوں میں

مجھے تو میں بھی بُھول چُکا
کسی کو کیسے یاد ہوں میں

ویسے تو مست ملنگ ہوں پر
پھر بھی بہت اُداس ہوں میں

بہت فِکر ہے تیری مجھے
باقی فِکروں سے آزاد ہوں میں

  • By:

Hai Aadmi Bajaye Khud Ik Mahshar-e

/Mirza Ghalib Shayari/

Hai Aadmi Bajaye Khud Ik Mahshar-e-Khayal
Hum Anjuman Samajhte Hain Khalvat Hi Kyun Na Ho

ہے آدمی بجائے خود اک محشر خیال

ہم انجمن سمجھتے ہیں خلوت ہی کیوں نہ ہو

है आदमी बजाए ख़ुद इक महशर-ए-ख़याल

हम अंजुमन समझते हैं ख़ल्वत ही क्यूँ हो

  • By: