Main Parbaton Se Ladta Raha Aur Chand Log

/Ghamgeen Poetry/Inspirational Shayari/Rahat Indori Poetry/Sad Urdu Poetry/

Main Parbaton Se Ladta Raha Aur Chand Log

Giili Zameen Khod Ke Farhad Ho Gaye

میں پربتوں سے لڑتا رہا اور چند لوگ

گیلی زمین کھود کے فرہاد ہو گئے

मैं पर्बतों से लड़ता रहा और चंद लोग

गीली ज़मीन खोद के फ़रहाद हो गए

Tum Hi Na Sun Sake Agar Qissa-e-Gham Sunega Kaun

/Ghamgeen Poetry/Hafeez Jalandhari Shayari/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/

Tum Hi Na Sun Sake Agar Qissa-e-Gham Sunega Kaun

Kis Ki Zuban Khulegī Phir Hum Na Agar Suna Sake

تم ہی نہ سن سکے اگر قصۂ غم سنے گا کون

کس کی زباں کھلے گی پھر ہم نہ اگر سنا سکے

तुम ही न सुन सके अगर क़िस्सा-ए-ग़म सुनेगा कौन

किस की ज़बाँ खुलेगी फिर हम न अगर सुना सके

Phir De Ke Khushī Hum Use Nashad Karen Kyun

/Dard Shayari/Ghamgeen Poetry/Hafeez Jalandhari Shayari/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/

Phir De Ke Khushī Hum Use Nashad Karen Kyun

Gham Hi Se TabIat Hai Agar Shaad Kisi Ki

پھر دے کے خوشی ہم اسے ناشاد کریں کیوں

غم ہی سے طبیعت ہے اگر شاد کسی کی

फिर दे के ख़ुशी हम उसे नाशाद करें क्यूँ

ग़म ही से तबीअत है अगर शाद किसी की

O Dil Tod Ke Jaane Waale Dil Ki Baat Batata Ja

/Dard Shayari/Dil Shayari/Ghamgeen Poetry/Hafeez Jalandhari Shayari/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/

O Dil Tod Ke Jaane Waale Dil Ki Baat Batata Ja
Ab Main Dil Ko Kya Samjhaon Mujh Ko Bhi Samjhata Ja

او دل توڑ کے جانے والے دل کی بات بتاتا جا

اب میں دل کو کیا سمجھاؤں مجھ کو بھی سمجھاتا جا

दिल तोड़ के जाने वाले दिल की बात बताता जा

अब मैं दिल को क्या समझाऊँ मुझ को भी समझाता जा

Jis Dil Ko Tum Ne Lutf Se Apna Bana Liyaa

/Dard Shayari/Dil Shayari/Ghamgeen Poetry/Heart Touching Shayari/Jigar Moradabadi/Sad Urdu Poetry/Tanha Shayari/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/

Jis Dil Ko Tum Ne Lutf Se Apna Bana liya
Us Dil Mein Ik Chupa Hua Nashtar Zaroor Tha

جس دل کو تم نے لطف سے اپنا بنا لیا

اس دل میں اک چھپا ہوا نشتر ضرور تھا

जिस दिल को तुम ने लुत्फ़ से अपना बना लिया

उस दिल में इक छुपा हुआ नश्तर ज़रूर था

Haaye-Re Majbooriyaan Tark-e-Mohabbat Ke Liye

/Dard Shayari/Ghamgeen Poetry/Jigar Moradabadi/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/

HaaYe-Re Majbooriyaan Tark-e-Mohabbat Ke Liye
Mujh Ko Samjhate Hain Wo Aur Un Ko Samjhata Hoon Main

ہائے ری مجبوریاں ترک محبت کے لیے

مجھ کو سمجھاتے ہیں وہ اور ان کو سمجھاتا ہوں میں

हाए-री मजबूरियाँ तर्क-ए-मोहब्बत के लिए

मुझ को समझाते हैं वो और उन को समझाता हूँ मैं

Garq Kar De Tujh Ko Zahid Teri Duniya Ko Kharaab

/Dard Shayari/Ghamgeen Poetry/Heart Touching Shayari/Ishq Poetry/Jigar Moradabadi/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/

Garq Kar De Tujh Ko Zahid Teri Duniya Ko Kharaab
Kam Se Kam Itni To Har Mai-Kash Ke Paimane Mein Hai

غرق کر دے تجھ کو زاہد تیری دنیا کو خراب

کم سے کم اتنی تو ہر میکش کے پیمانے میں ہے’

ग़र्क़ कर दे तुझ को ज़ाहिद तेरी दुनिया को ख़राब

कम से कम इतनी तो हर मय-कश के पैमाने में है

Baithe Hue Raqiib Hain Dilbar Ke Aas-Paas

/Ghamgeen Poetry/Heart Touching Shayari/Jigar Moradabadi/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/

Baithe Hue Raqiib Hain Dilbar Ke Aas-Paas
Kaanton Ka Hai Hujoom Gul-e-tar Ke Aas-Paas

بیٹھے ہوئے رقیب ہیں دل بر کے آس پاس

کانٹوں کا ہے ہجوم گل تر کے آس پاس

बैठे हुए रक़ीब हैं दिलबर के आस-पास

काँटों का है हुजूम गुल-ए-तर के आस-पास

Teri Khushi Se Agar Gham Mein Bhi Khushi Na Hoi

/Chahat Shayari/Dil Shayari/Ghamgeen Poetry/Heart Touching Shayari/Jigar Moradabadi/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/

Teri Khushi Se Agar Gham Mein Bhi Khushi Na Hoi
Wo Zindagi To Mohabbat Ki Zindagi Na Hoi

تری خوشی سے اگر غم میں بھی خوشی نہ ہوئی

وہ زندگی تو محبت کی زندگی نہ ہوئی

तिरी ख़ुशी से अगर ग़म में भी ख़ुशी हुई

वो ज़िंदगी तो मोहब्बत की ज़िंदगी हुई

Ssadaaqat Ho To Dil Siinon Se Khinchne Lagte Hain Waaiz

/Dard Shayari/Ghamgeen Poetry/Jigar Moradabadi/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/

Ssadaaqat Ho To Dil Siinon Se Khinchne Lagte Hain Waaiz
Haqeeqat Khud Ko Manvaa Leti Hai Maani Nahin Jaati

صداقت ہو تو دل سینوں سے کھنچنے لگتے ہیں واعظ

حقیقت خود کو منوا لیتی ہے مانی نہیں جاتی

सदाक़त हो तो दिल सीनों से खिंचने लगते हैं वाइ’ज़

हक़ीक़त ख़ुद को मनवा लेती है मानी नहीं जाती