mohabbat
Tark-e-mohabbat karne Waalo kaun aisa jug jiit liya
Tark-e-mohabbat karne Waalo kaun aisa jug jiit liya
Ishq se pahle ke din socho kaun bada sukh hota tha
ترک محبت کرنے والو کون ایسا جگ جیت لیا
عشق سے پہلے کے دن سوچو کون بڑا سکھ ہوتا تھا
Zulmat o noor mein kuch bhi na mohabbat ko mila
Zulmat o noor mein kuch bhi na mohabbat ko mila
Aaj tak ek dhundalke ka saman hai ki jo tha
ظلمت و نور میں کچھ بھی نہ محبت کو ملا
آج تک ایک دھندلکے کا سماں ہے کہ جو تھا
Maalom hai mohabbat lekin usi ke hathon
Maalom hai mohabbat lekin usi ke hathon
Ai jan-e-ishq main ne tera burbhi chaha
معلوم ہے محبت لیکن اسی کے ہاتھوں
اے جان عشق میں نے تیرا برا بھی چاہا
Kahan har ek se bar-e-nashat uthta hai
Kahan har ek se bar-e-nashat uthta hai
Balaein ye bhi mohabbat ke sar gai hongi
کہاں ہر ایک سے بار نشاط اٹھتا ہے
بلائیں یہ بھی محبت کے سر گئی ہوں گی