dard
Haye Koi Davaa Karo Haye Koi Dua Karo
/Dard Shayari/Dua Shayari/Hafeez Jalandhari Shayari/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/
Haye Koi Davaa Karo Haye Koi Dua Karo
Haye Jigar Mein Dard Hai haye Jigar Ko Kya Karoon
ہائے کوئی دوا کرو ہائے کوئی دعا کرو
ہائے جگر میں درد ہے ہائے جگر کو کیا کروں
हाए कोई दवा करो हाए कोई दुआ करो
हाए जिगर में दर्द है हाए जिगर को क्या करूँ
O Dil Tod Ke Jaane Waale Dil Ki Baat Batata Ja
/Dard Shayari/Dil Shayari/Ghamgeen Poetry/Hafeez Jalandhari Shayari/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/
O Dil Tod Ke Jaane Waale Dil Ki Baat Batata Ja
Ab Main Dil Ko Kya Samjhaon Mujh Ko Bhi Samjhata Ja
او دل توڑ کے جانے والے دل کی بات بتاتا جا
اب میں دل کو کیا سمجھاؤں مجھ کو بھی سمجھاتا جا
ओ दिल तोड़ के जाने वाले दिल की बात बताता जा
अब मैं दिल को क्या समझाऊँ मुझ को भी समझाता जा
Kyun Hijr Ke Shikve Kartaa Hai Kyun Dard Ke Rone Rotaa Hai
/Aansu Shayari/Dard Shayari/Hafeez Jalandhari Shayari/Sad Urdu Poetry/Shikwa Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/
Kyun Hijr Ke Shikve Kartaa Hai Kyun Dard Ke Rone Rotaa Hai
Ab Ishq Kiya To Sabr Bhi Kar Is Mein To Yahi Kuch Hotaa Hai
کیوں ہجر کے شکوے کرتا ہے کیوں درد کے رونے روتا ہے
اب عشق کیا تو صبر بھی کر اس میں تو یہی کچھ ہوتا ہے
क्यूँ हिज्र के शिकवे करता है क्यूँ दर्द के रोने रोता है
अब इश्क़ किया तो सब्र भी कर इस में तो यही कुछ होता है
Doston Ko Bhi Mile Dard Ki Daulat Ya rab
Doston Ko Bhi Mile Dard Ki Daulat Ya Rab
Meraa Apna Hi Bhala Ho Mujhe Manzoor Nahin
دوستوں کو بھی ملے درد کی دولت یا رب
میرا اپنا ہی بھلا ہو مجھے منظور نہیں
Mere Dard Mein Ye Khalish Kahan Mere Soz Mein Ye Tapish Kahan
/Dard Shayari/Dil Shayari/Heart Touching Shayari/Jigar Moradabadi/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/
Mere Dard Mein Ye Khalish Kahan Mere Soz Mein Ye Tapish Kahan
Kisi Aur Hi Ki Pukaar Hai Meri Zindagi Ki Sada Nahin
میرے درد میں یہ خلش کہاں میرے سوز میں یہ تپش کہاں
کسی اور ہی کی پکار ہے مری زندگی کی صدا نہیں
मेरे दर्द में ये ख़लिश कहाँ मेरे सोज़ में ये तपिश कहाँ
किसी और ही की पुकार है मिरी ज़िंदगी की सदा नहीं
Dard o Gam Dil Ki Tabiiat Ban Gae
Dard o Gam Dil Ki Tabiiat Ban Gae
Ab Yahaan Araam Hi Araam Hai
درد و غم دل کی طبیعت بن گئے
اب یہاں آرام ہی آرام ہے
दर्द ओ ग़म दिल की तबीअत बन गए
अब यहाँ आराम ही आराम है
Aadat Ke Baad Dard Bhi Dene Laga Maza
Aadat Ke Baad Dard Bhi Dene Laga Maza
Hans Hans He Aah Aah Kiye Ja Raha Hun Main
عادت کے بعد درد بھی دینے لگا مزا
ہنس ہنس کے آہ آہ کئے جا رہا ہوں میں
आदत के ब’अद दर्द भी देने लगा मज़ा
हँस हँस के आह आह किए जा रहा हूँ मैं
Ab To Ye Bhi Nahin Raha ehsaas
Ab To Ye Bhi Nahin Raha ehsaas
Dard Hota Hai Ya Nahin Hota
اب تو یہ بھی نہیں رہا احساس
درد ہوتا ہے یا نہیں ہوتا
अब तो ये भी नहीं रहा एहसास
दर्द होता है या नहीं होता
Kisi ka hua aaj kal tha kisi ka
/Dard Shayari/Ghamgeen Poetry/Momin Khan Momin Shayari/Nafrat Shayari/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/