Garq kar de tujh ko zahid terii duniya ko kharaab

/Dard Shayari/Ghamgeen Poetry/Heart Touching Shayari/Ishq Poetry/Jigar Moradabadi/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/

Garq kar de tujh ko zahid terii duniya ko kharaab
Kam se kam itnii to har mai-kash ke paimaane mein hai

غرق کر دے تجھ کو زاہد تیری دنیا کو خراب

کم سے کم اتنی تو ہر میکش کے پیمانے میں ہے’

ग़र्क़ कर दे तुझ को ज़ाहिद तेरी दुनिया को ख़राब

कम से कम इतनी तो हर मय-कश के पैमाने में है

Garche ahl-e-sharaab hai.n ham log

/Ghamgeen Poetry/Heart Touching Shayari/Jigar Moradabadi/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/

Garche ahl-e-sharaab hai.n ham log
Ye na samjho kharaab hain ham log

گرچہ اہل شراب ہیں ہم لوگ

یہ نہ سمجھو خراب ہیں ہم لوگ

गरचे अहल-ए-शराब हैं हम लोग

ये समझो ख़राब हैं हम लोग

Kucha-e-ishq mein nikal ayaa

/Dard Shayari/Heart Touching Shayari/Ishq Poetry/Jigar Moradabadi/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/

Kucha-e-ishq mein nikal ayaa
Jis ko khaana-kharaab honaa tha

کوچۂ عشق میں نکل آیا

جس کو خانہ خراب ہونا تھا

कूचा-ए-इश्क़ में निकल आया

जिस को ख़ाना-ख़राब होना था

Terii aankhon kaa kuch qusoor nahin

/Aankhen Shayari/Aansu Shayari/Dard Shayari/Husn Shayari/Ishq Poetry/Jigar Moradabadi/Momin Khan Momin Shayari/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/

Terii aankhon kaa kuch qusoor nahin
Haan mujhi ko Kharaab honaa thaa

تیری آنکھوں کا کچھ قصور نہیں

ہاں مجھی کو خراب ہونا تھا

तेरी आँखों का कुछ क़ुसूर नहीं

हाँ मुझी को ख़राब होना था

Kharab ho ke bhi socha kiye tere mahjor

/Firaq GorakhPuri Shayari/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/

Kharab ho ke bhi socha kiye tere mahjor

Yahi ki teri  nazar hai teri nazar phir bhi

خراب ہو کے بھی سوچا کیے ترے مہجور

یہی کہ تیری نظر ہے تری نظر پھر بھی

ख़राब हो के भी सोचा किए तिरे महजूर

यही कि तेरी नज़र है तिरी नज़र फिर भी

Bohat hasin hai doshizgi-e-husn magar

/Dil Shayari/Firaq GorakhPuri Shayari/Two Line Shayari/Urdu Love Poetry/Urdu Poetry Images/

Bohat hasin hai doshizgi-e-husn magar

Ab aa gaye ho to aao tumhein ḳharab karen

بہت حسین ہے دوشیزگیٔ حسن مگر

اب آ گئے ہو تو آؤ تمہیں خراب کریں

बहुत हसीन है दोशीज़गी-ए-हुस्न मगर

अब गए हो तो आओ तुम्हें ख़राब करें

Mazhab ki ḳharabi hai na aḳhlaq ki pasti

/Dard Shayari/Firaq GorakhPuri Shayari/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/

Mazhab ki ḳharabi hai na aḳhlaq ki pasti

Duniya ke masaib ka sabab aur hi kuch hai

مذہب کی خرابی ہے نہ اخلاق کی پستی

دنیا کے مصائب کا سبب اور ہی کچھ ہے

मज़हब की ख़राबी है अख़्लाक़ की पस्ती

दुनिया के मसाइब का सबब और ही कुछ है

Roz mamura-e-duniya men kharabi hai zafarRoz mamura-e-duniya men kharabi hai zafar Aisi basti ko to virana banaya hota

/Bahadur Shah Zafar Poetry/Two Line Shayari/

Roz mamura-e-duniya men kharabi hai zafar
Aisi basti ko to virana banaya hota

روز معمورۂ دنیا میں خرابی ہے ظفرؔ

ایسی بستی کو تو ویرانہ بنایا ہوتا

रोज़ मामूरा-ए-दुनिया में ख़राबी है ‘ज़फ़र’

ऐसी बस्ती को तो वीराना बनाया होता