pyar
Mein ne is se pyaar kiya hai malkiyat ka dawa nahi kiya
Mein ne is se pyaar kiya hai malkiyat ka dawa nahi kiya
Wo jis ke bhi sath hai mein is ko bhi manta hoon
میں نے اس سے پیار کیا ہے ملکیت کا دعویٰ نہیں کیا
وہ جس کے بھی ساتھ ہے میں اس کو بھی مانتا ہوں
Teri khushiyon ka sabab yaar koi aur hai na
Teri khushiyon ka sabab yaar koi aur hai na
Dosti mujh se aur pyaar koi aur hai na
تیری خشیوں کا سبب یار کوئی اور ہے نہ
دوستی مجھ سے ہے اور پیار کوئی اور ہے نہ
Yahi Wo Din The Jab Ek Dusre Ko Paaya
Yahi Wo Din The Jab Ek Dusre Ko Paaya Tha
Humari Sal-Girah Theek Ab Ke Maah Mai Hai
یہی وہ دن تھے جب اک دوسرے کو پایا تھا
ہماری سالگرہ ٹھیک اب کے ماہ میں ہے
यही वो दिन थे जब इक दूसरे को पाया था
हमारी साल-गिरह ठीक अब के माह में है
Main Us Ki Dastaras Mai Hoon Magar
Main Us Ki Dastaras Mai Hoon Magar Wo
Mujhe Meri Raza Se Mangta Hai
میں اس کی دسترس میں ہوں مگر وہ
مجھے میری رضا سے مانگتا ہے
मैं उस की दस्तरस में हूँ मगर वो
मुझे मेरी रज़ा से माँगता है
Us K Yuun Tark-e-Mohabbat Ka Sabab
Us K Yuun Tark-e-Mohabbat Ka Sabab Hoga Koi
Jee Nahi Ye Manta Wo Bewafa Pehle Se Tha
اس کے یوں ترک محبت کا سبب ہوگا کوئی
جی نہیں یہ مانتا وہ بے وفا پہلے سے تھا
उस के यूँ तर्क-ए-मोहब्बत का सबब होगा कोई
जी नहीं ये मानता वो बेवफ़ा पहले से था
Bas Ye Hua k Us Ne Takalluf Se Baat Ki
Bas Ye Hua k Us Ne Takalluf Se Baat Ki
Aur Hum Ne Rote Rote Dupatte Bhigo Liye
بس یہ ہوا کہ اس نے تکلف سے بات کی
اور ہم نے روتے روتے دوپٹے بھگو لئے
बस ये हुआ कि उस ने तकल्लुफ़ से बात की
और हम ने रोते रोते दुपट्टे भिगो लिए
Hum Faqeeron Se Be-Adaai Kya
Hum Faqeeron Se Be-Adaai Kya
Aan Baithe Jo Tum Ne Pyar Kiya
ہم فقیروں سے بے ادائی کیا
آن بیٹھے جو تم نے پیار کیا
हम फ़क़ीरों से बे-अदाई क्या
आन बैठे जो तुम ने प्यार किया