dushman
Us ne dushmano ko bakhabar rakha hua hai
Us ne dushmano ko bakhabar rakha hua hai
Yeh tu ne jis ko apna keh ke ghar rakha hua hai
اُسی نے دشمنوں کو با خبر رکھا ہوا ہے
یہ تونےجس کواپناکہہ کہ گھررکھاہواہے
Mein tera yaar hoon dushman bhi jante hai tere
Mein tera yaar hoon dushman bhi jante hai tere
Tu yaar hai mujhe yaar ku nahi lagta
میں تیرا یار ہوں دشمن بھی جانتے ہیں تیرے
تویارہے تومجھے یارکیوں نہیں لگتا
Nahi Nahi Ye Khabar Dushmanon Ne
Nahi Nahi Ye Khabar Dushmanon Ne Di Hogi
Wo Aaye Aa Ke Chale Bhi Gaye Mile Bhi Nahi
نہیں نہیں یہ خبر دشمنوں نے دی ہوگی
وہ آئے آ کے چلے بھی گئے ملے بھی نہیں
नहीं नहीं ये ख़बर दुश्मनों ने दी होगी
वो आए आ के चले भी गए मिले भी नहीं
Dushmanon Ke Sath Mere Dost Bhi
/Dard Shayari/Heart Touching Shayari/Intezar Poetry/Parveen Shakir Poetry/Sad Urdu Poetry/Tanha Shayari/
Dushmanon Ke Sath Mere Dost Bhi Azad Hain
Dekhna Hai Khinchta Hai Mujh Per Phely Teer Kon
دشمنوں کے ساتھ میرے دوست بھی آزاد ہیں
دیکھنا ہے کھینچتا ہے مجھ پہ پہلا تیر کون
दुश्मनों के साथ मेरे दोस्त भी आज़ाद हैं
देखना है खींचता है मुझ पे पहला तीर कौन
Ik Naam Kya Likha Tera Sahil Ki Rait Par
Ik Naam Kya Likha Tera Sahil Ki Rait Par
Phir Umar Bhar Hawa Se Meri Dushmani Rahi
اک نام کیا لکھا ترا ساحل کی ریت پر
پھر عمر بھر ہوا سے میری دشمنی رہی
इक नाम क्या लिखा तिरा साहिल की रेत पर
फिर उम्र भर हवा से मेरी दुश्मनी रही
Is Qadar Payar Sy Na Bola Kar
Is Qadar Payar Sy Na Bola Kar
Dushmani Ka Guman Hota Hai
اس قدر پیار سے نہ بولا کر
دشمنی کا گمان ہوتا ہےنہ
Zikr Us Pari-Vash Ka Aur Phir Bayan Apna
Zikr Us Pari-Vash Ka Aur Phir Bayan Apna
Ban Gaya Raqib Akhir Tha Jo Raz-Dan Apna
ذکر اس پری وش کا اور پھر بیاں اپنا
بن گیا رقیب آخر تھا جو رازداں اپنا
ज़िक्र उस परी-वश का और फिर बयाँ अपना
बन गया रक़ीब आख़िर था जो राज़-दाँ अपना
Ye Fitna Aadmi Ki Khana-Wirani Ko Kya
Ye Fitna Aadmi Ki Khana-Wirani Ko Kya Kam Hai
Hue Tum Dost Jis Ke Dushman Us Ka Aasman Kyun Ho
یہ فتنہ آدمی کی خانہ ویرانی کو کیا کم ہے
ہوئے تم دوست جس کے دشمن اس کا آسماں کیوں ہو
ये फ़ित्ना आदमी की ख़ाना-वीरानी को क्या कम है
हुए तुम दोस्त जिस के दुश्मन उस का आसमाँ क्यूँ हो