naam
Masarrat zindagi kaa dusraa naam
/Chahat Shayari/Dard Shayari/Dil Shayari/Heart Touching Shayari/Jigar Moradabadi/Muskurahat Shayari/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/
Masarrat zindagi kaa dusraa naam
Masarrat kii tamanna mustaqil Gham
مسرت زندگی کا دوسرا نام
مسرت کی تمنا مستقل غم
मसर्रत ज़िंदगी का दूसरा नाम
मसर्रत की तमन्ना मुस्तक़िल ग़म
Ejaz-e-jan-dahi hai hamare kalam ko
Ejaz-e-jan-dahi hai hamare kalam ko
Zinda kiya hai ham ne masiha ke naam ko
اعجاز جاں دہی ہے ہمارے کلام کو
زندہ کیا ہے ہم نے مسیحا کے نام کو
एजाज़-ए-जाँ-दही है हमारे कलाम को
ज़िंदा किया है हम ने मसीहा के नाम को
Na manunga nasihat par na sunta main to kya karta
Na manunga nasihat par na sunta main to kya karta
Ki har har baat mein naseh tumhara naam leta tha
نہ مانوں گا نصیحت پر نہ سنتا میں تو کیا کرتا
کہ ہر ہر بات میں ناصح تمہارا نام لیتا تھا
न मानूँगा नसीहत पर न सुनता मैं तो क्या करता
कि हर हर बात में नासेह तुम्हारा नाम लेता था
Kam na ki tere vahshi ne ḳhaak udane mein
Kam na ki tere vahshi ne ḳhaak udane mein
Janoon ka naam uchhalta raha zamane mein
کمی نہ کی ترے وحشی نے خاک اڑانے میں
جنوں کا نام اچھلتا رہا زمانے میں
कमी न की तिरे वहशी ने ख़ाक उड़ाने में
जुनूँ का नाम उछलता रहा ज़माने में
Khair badnaam tu pahly bhi bohat thy lekin
Khair badnaam tu pahly bhi bohat thy lekin
Tujh se milna tha ke par lag gaye ruswai ko
خیر بدنام تو پہلے بھی بہت تھے لیکن
تجھ سے ملنا تھا کہ پر لگ گئے رسوائی کو
Ab is ki shakal bhi muskil se yaad aati hai
Ab is ki shakal bhi muskil se yaad aati hai
Wo jis ke naam se hoty thy judah mery lab
اب اس کی شکل بھی مشکل سے یاد آتی ہے
وہ جس کے نام سے ہوتے نہ تھے جدا مرے لب
Ungli se is ke jism pe likha issi ka naam
Ungli se is ke jism pe likha issi ka naam
Phir bati band kar ke isse dhondta raha
انگلی سے اس کے جسم پہ لکھا اسی کا نام
پھر بتی بند کر کے اسے ڈھونڈتا رہا
Ek shaher tere naam se mansoob ho gaya
Ek shaher tere naam se mansoob ho gaya
Tehzeeb mery gaon ke hisy mein aa gai
ایک شہر تیرے نام سے منسوب ہو گیا
تہزیب میرے گاؤں کے حصے میں آگی