
guftagu
Kis mizaj mein marham na guftagu mein shifa

Kis mizaj mein marham na guftagu mein shifa
Kare tu kis se tery baad dostana karey
کسی مزاج میں مرہم نہ گفتگو میں شفا
کرے تو کس سے ترے بعد دوستانہ کریں
Zindagi Meri Thi Lekin Ab To

Zindagi Meri Thi Lekin Ab To
Tere Kahne Mai Raha Karti Hai
زندگی میری تھی لیکن اب تو
تیرے کہنے میں رہا کرتی ہے
ज़िंदगी मेरी थी लेकिन अब तो
तेरे कहने में रहा करती है
Shab Ki Tanhai Mai Ab To Aksar

Shab Ki Tanhai Mai Ab To Aksar
Guftagu Tujh Se Raha Karti Hai
شب کی تنہائی میں اب تو اکثر
گفتگو تجھ سے رہا کرتی ہے
शब की तन्हाई में अब तो अक्सर
गुफ़्तुगू तुझ से रहा करती है
Is Qadar Payar Sy Na Bola Kar

Is Qadar Payar Sy Na Bola Kar
Dushmani Ka Guman Hota Hai
اس قدر پیار سے نہ بولا کر
دشمنی کا گمان ہوتا ہےنہ
Guftagu Rekhte Mai Hum Se Na Kar
