ulfat
Saaz-e-Ulfat Chhid Raha Hai Aansuon Ke Saaz Par
/Aansu Shayari/Dard Shayari/Heart Touching Shayari/Jigar Moradabadi/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/
Saaz-e-Ulfat Chhid Raha Hai Aansuon Ke Saaz Par
Muskuraye Hum To Un Ko Bad-Gumanii o Gai
ساز الفت چھڑ رہا ہے آنسوؤں کے ساز پر
مسکرائے ہم تو ان کو بد گمانی ہو گئی
साज़-ए-उल्फ़त छिड़ रहा है आँसुओं के साज़ पर
मुस्कुराए हम तो उन को बद-गुमानी हो गई
Mujh ko dushman ke iradon pe bhi pyar aata hai
Mujh ko dushman ke iradon pe bhi pyar aata hai
Teri ulfat ne mohabat meri aadat kar di
مجھ کو دشمن کے ارادوں پہ بھی پیار آتا ہے
تری الفت نے محبت مری عادت کر دی
Is kashmakash se daam ke kia kam tha humy
Is kashmakash se daam ke kia kam tha humy
Ae ulfat chaman tera khana kharab ho
اس کشمکش سے دام کے کیا کام تھا ہمیں
اے الفت چمن ترا خانہ خراب ہو
Dard ulfat ke sahary ji ley gy
Dard ulfat ke sahary ji ley gy
Teri furqat mein ae pyary ji ley gy
دردالفت کے سہارے جی لیں گے
تیری فرقت میں اے پیارے جی لیں گے
Najaane Kya Chupa Tha Uski Nigah e Ulfat
Najaane Kya Chupa Tha Uski Nigah e Ulfat Mein,
Na Chahte Huye Bhi Ussey Izhaar e Dillagi Kar Bethey
Aankhon Se Shuru Ho Kar Kahani Ulfat Tak Jaa Ponchi
Aankhon Se Shuru Ho Kar Kahani Ulfat Tak Jaa Ponchi,
Jab Hum Ko Hosh Aaya Toh Baat Mohabbat Tak Jaa Ponchi
Mujhko Seya Rang Se Ulfat Bala Ki Thi
/Ghamgeen Poetry/Heart Touching Shayari/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Love Poetry/Urdu Poetry Images/