taluq
Jisam aur rooh ke taluq
Jisam aur rooh ke taluq
Talkhiyan sath sath chalti hai
جسم اور روح کے تعلق میں
تلخیاں ساتھ ساتھ چلتی ہیں
Gawahi Kaise Tutti Muamla Khuda Ka
Gawahi Kaise Tutti Muamla Khuda Ka Tha
Mera Aur Us Ka Rishta To Hath Aur Dua Ka Tha
گواہی کیسے ٹوٹتی معاملہ خدا کا تھا
مرا اور اس کا رابطہ تو ہاتھ اور دعا کا تھا
गवाही कैसे टूटती मुआ’मला ख़ुदा का था
मिरा और उस का राब्ता तो हाथ और दुआ का था
Taluq Bad Mai Tabdeel Ho Kar Jo Bhi
Taluq Bad Mai Tabdeel Ho Kar Jo Bhi Rah Jaye
Mohabbat Mai Wo Phela Muskurana Yaad Rahta Hai
تعلق بعد مین تبدیل ہو کر جو بھی رہ جاۓ
محبت مین وہ پہلا مسکرانا یاد رہتا ہے
Baare Duniya Mai Raho Gham-Zada Ya
Baare Duniya Mai Raho Gham-Zada Ya Shaad Raho
Aisa Kuch Kar K Chali Yaan Ki Bahot Yaad Raho
بارے دنیا میں رہو غم زدہ یا شاد رہو
ایسا کچھ کر کے چلو یاں کہ بہت یاد رہو
बारे दुनिया में रहो ग़म-ज़दा या शाद रहो
ऐसा कुछ कर के चलो याँ कि बहुत याद रहो
Qataa Kijiye Na Taluq Hum Se
Qataa Kijiye Na Taluq Hum Se
Kuch Nahi Hai To Adawat Hi Sahi
قطع کیجے نہ تعلق ہم سے
کچھ نہیں ہے تو عداوت ہی سہی
क़त्अ कीजे न तअल्लुक़ हम से
कुछ नहीं है तो अदावत ही सही
Be-Niyazi Had se Guzari Banda-Parwar
Be-Niyazi Had se Guzari Banda-Parwar Kab Talak
Hum Kahenge Hal-e-Dil AUR Aap Farmayenge Kya
بے نیازی حد سے گزری بندہ پرور کب تلک
ہم کہیں گے حال دل اور آپ فرماویں گے کیا
बे-नियाज़ी हद से गुज़री बंदा-परवर कब तलक
हम कहेंगे हाल-ए-दिल और आप फ़रमावेंगे क्या
Nahi Haruf Ka Taaluq Kabhi Bhi Shairon Se
Nahi Haruf Ka Taluq Kabhi Bhi Shairon Se,
Yeh Khayalat e Musalsal Ka Naama Thehra Hai
نہیں حروف کا تعلق کوئی بھی شعروں سے
یہ خیالاتِ مسلسل کا نامہ ٹھہرا ہے
Uss Shaks Se Bus Itna Sa Taluq Hai, Woh
Uss Shaks Se Bus Itna Sa Taluq Hai,
Woh Pareshan Ho Toh Humein Neend Nahi Aati
Taluq Kitna Gehra , Rabt Kitna Khoobsurat
Taluq Kitna Gehra , Rabt Kitna Khoobsurat Hai,
Labon Per Muskuraha Aur Seeno Mein Kadurat Hai
تعلق کتنا گہرا ، ربط کتنا خوبصورت ہے
لبوں پر مسکراہٹ اور سینوں میں کدورت ہے