shayari
Hain Aur Bhi Duniya Mai Sukhan-Var
Hain Aur Bhi Duniya Mai Sukhan-Var Bahut Achhe
Kahte Hain K ‘Ghalib’ Ka Hai Andaz-e-Bayan Aur
ہیں اور بھی دنیا میں سخن ور بہت اچھے
کہتے ہیں کہ غالبؔ کا ہے انداز بیاں اور
हैं और भी दुनिया में सुख़न-वर बहुत अच्छे
कहते हैं कि ‘ग़ालिब’ का है अंदाज़-ए-बयाँ और
Aankh Jo Kuch Dekhti Hai Lab Pe Aa

Aankh Jo Kuch Dekhti Hai Lab Pe Aa Sakta Nahi,
Mahv-e-Hairat Hun Ke Duniya Kya Se Kya Ho Jayegi
آنکھ جو کچھ دیکھتی ہے لب پہ آ سکتا نہیں
محو حیرت ہوں کہ دنیا کیا سے کیا ہو جائے گی
Aik Woh Khud Hai Shayari Jaisi, Aur Phir

Aik Woh Khud Hai Shayari Jaisi,
Aur Phir Shayari Bhi Karti Hai
ایک وہ خود ہے شاعری جیسی
اور پھر شاعری بھی کرتی ہے
Nahi Haruf Ka Taaluq Kabhi Bhi Shairon Se

Nahi Haruf Ka Taluq Kabhi Bhi Shairon Se,
Yeh Khayalat e Musalsal Ka Naama Thehra Hai
نہیں حروف کا تعلق کوئی بھی شعروں سے
یہ خیالاتِ مسلسل کا نامہ ٹھہرا ہے
Koi Zindagi kI Azmaishon Se Guzara Koi

Koi Zindagi ki Azmaishon Se Guzara
Koi Ishq Ka Rog Laga Betha,
Koi Kalam Se Dard Likhne Laga
Koi Shayar Khud Ko Bana Betha
کوئی زندگی کی آزمائشوں سے گزرا
کوئی عشق کا روگ لگا بیٹھا
کوئی قلم سے درد لکھنے لگا
کوئی شاعر خود کو بنا بیٹھا
عظیم حیدر
Pasand Karne Lage Hain Kuch Log Alfaaz Mere
