pasand
Hain Aaj Kyun Zalil K Kal Tak Na Thi
Hain Aaj Kyun Zalil K Kal Tak Na Thi Pasand
Gustakhi-e-Farishta Humari Janab Mai
ہیں آج کیوں ذلیل کہ کل تک نہ تھی پسند
گستاخی فرشتہ ہماری جناب میں
हैं आज क्यूँ ज़लील कि कल तक न थी पसंद
गुस्ताख़ी-ए-फ़रिश्ता हमारी जनाब में
Pasand Karne Lage Hain Kuch Log Alfaaz Mere
Pasand Karne Lage Hain Kuch Log Alfaaz Mere,
Matlab Mohabbat Mein Aur Bhi Log Barbad Huye
Usne Kaha Ke Konsa Tohfa Hai Man’Pasand
Usne Kaha Ke Konsa Tohfa Hai Man’Pasand,
Maine Kaha Woh Sham Jo Ab Tak Udhar Hai
Main Jaanta Toh Hun Magar Phir Bhi
Main Jaanta Toh Hun Magar Phir Bhi Chahta Hun,
Tu Aaina Dekh Kar Bata Meri Pasand Kaisi Hai
Unhe Koi Aur Bhi Chahe Iss Baat Se Hum
Unhe Koi Aur Bhi Chahe
Iss Baat Se Hum Thora Thora Jalte Hain,
Per Fakhar Hai Humein Iss Baat Ka Ke
Sab Hamari Pasand Pe Hee Marte Hain
Nahi Pasand Mohabbat Mein Milawat Mujh Ko
Nahi Pasand Mohabbat Mein Milawat Mujh Ko,
Agar Woh Mera Hai Toh Khawab Bhi Mere Dekhe
Woh Mujhse Dur Reh Kar Khush Hai Toh Rehne Doh Ussey
Woh Mujhse Dur Reh Kar Khush Hai Toh Rehne Doh Ussey,
Mujhe Chahat Se Zyada Uski Muskurahat Pasand Hai
Choro Sab Wadon Ko, Kasmo Ko, Iradon Ko
Choro Sab Wadon Ko, Kasmo Ko, Iradon Ko,
Tum Aaina Dekho Aur Batao Meri Pasand Kaisi Hai