farishta
Pakre Jaate Hain Farishton Ke Likhne
Pakre Jaate Hain Farishton Ke Likhne Par Na-Haq
Aadmi Koi Hamara Dam-e-Tahrir Bhi Tha
پکڑے جاتے ہیں فرشتوں کے لکھے پر نا حق
آدمی کوئی ہمارا دم تحریر بھی تھا
पकड़े जाते हैं फ़रिश्तों के लिखे पर ना-हक़
आदमी कोई हमारा दम-ए-तहरीर भी था
Hain Aaj Kyun Zalil K Kal Tak Na Thi
Hain Aaj Kyun Zalil K Kal Tak Na Thi Pasand
Gustakhi-e-Farishta Humari Janab Mai
ہیں آج کیوں ذلیل کہ کل تک نہ تھی پسند
گستاخی فرشتہ ہماری جناب میں
हैं आज क्यूँ ज़लील कि कल तक न थी पसंद
गुस्ताख़ी-ए-फ़रिश्ता हमारी जनाब में
Mehboob Ka Ghar Ho Ya Farishton Ki Ho
Mehboob Ka Ghar Ho Ya Farishton Ki Ho Zameen,
Jo Chhor Diya Phir Use Murkar Nahi Dekha
महबूब का घर हो या फरिश्तों की हो ज़मी,
जो छोड़ दिया फिर उसे मुड़ कर नहीं देखा।
محبوب کا گھر ہو یا فرشتوں کی ہو زمین
جو چھوڑ دیا پھر اُسے مڑ کر نہیں دیکھا
Farishte Se Barh Kar Hai Insan Ban’na
Farishte Se Barh Kar Hai Insaan Ban’na,
Magar Iss Mein Lagti Hai Mehnat Zyada
فرشتے سے بڑھ کر ہے انسان بننا
مگر اس میں لگتی ہے محنت زیادہ
Mujhko Chaa’on Mein Rakha Aur Khud Jalta Raha Dhoop Mein