roop
Mujhe apny roop ki dhoop do ke chamak sekhy mery khado khayal
Mujhe apny roop ki dhoop do ke chamak sekhy mery khado khayal
Mujhe apny rang mein rang d mery sary rang utar do
مجھے اپنے روپ کی دھوپ دو کہ چمک سکیں مرے خال و خد
مجھے اپنے رنگ میں رنگ دو مرے سارے رنگ اتار دو
Bana Kar Faqiiron Ka Hum Bhes ‘Ghalib’
Bana Kar Faqiron Ka Hum Bhes ‘Ghalib’
Tamasha-e-Ahl-e-Karam Dekhte Hain
بنا کر فقیروں کا ہم بھیس غالبؔ
تماشائے اہل کرم دیکھتے ہیں
बना कर फ़क़ीरों का हम भेस ‘ग़ालिब’
तमाशा-ए-अहल-ए-करम देखते हैं
Husn Yousuf Jaisa Ho Ya Surat Bilal Jaisi
Husn Yousuf Jaisa Ho Ya Surat Bilal Jaisi,
Ishq Agar Rooh Se Ho Toh Har Roop Kamal Hota Hai
حُسن یوسف جیسا ہو یا صورت بلال جیسی
عشق اگر روح سے ہو تو ہر روپ کمال ہوتا ہے
Na Dhund Apne Dard Ke Dawa Dar Be Dar
Na Dhund Apne Dard Ke Dawa Dar Be Dar,
Milte Hain Yahan Katil Maseeha Ke Roop Mein
Ek Tamanna Hai Faqt Mujh Pe Meherbaan Raho
Ek Tamanna Hai Faqt Mujh Pe Meherban Raho
Tum Kisi Aur Ko Dekho Toh Bura Lagta Hai
Meri Chahat Ka Taqaza Hai Mere Sath Raho
Ghair Ka Hath Jo Thamo Toh Bura Lagta Hai
Arzoo Hai Tere Har Roop Ko Har Pal Dekhun
Tum Mere Paas Se Utho Toh Bura Lagta Hai
Roz o Shab Aaj Bhi Parwah Hai Tumhari Mujh Ko
Tum Kisi Aur Ko Socho Toh Bura Lagta Hai
Rooh Meri Tarasti Hai Tumhari Khushbu Ko
Tum Kahin Aur Ja Ke Meheko Toh Bura Lagta Hai
Mujhko Chaa’on Mein Rakha Aur Khud Jalta Raha Dhoop Mein