zaat
Mein kab teri zaat ka hisa hoon
Mein kab teri zaat ka hisa hoon
Mein tu bas ek gumnam qisa hoon
میں کب تیری ذات کا حصہ ہوں
میں تو بس اک گمنام قصہ ہوں
Main aadmi huun koi farishta nahin huzur
Main aadmi huun koi farishta nahin huzur
main aaj apni zaat se ghabra ke pi gaya
میں آدمی ہوں کوئی فرشتہ نہیں حضور
میں آج اپنی ذات سے گھبرا کے پی گیا
मैं आदमी हूँ कोई फ़रिश्ता नहीं हुज़ूर
मैं आज अपनी ज़ात से घबरा के पी गया
Firqa-Bandi Hai Kahin Aur Kahin Zaaten
Firqa-Bandi Hai Kahin Aur Kahin Zaatein Hain,
Kya Zamane Mein Panapne Ki Yehi Baatein hain
फ़िर्क़ा-बंदी है कहीं और कहीं ज़ातें हैं
क्या ज़माने में पनपने की यही बातें हैं
فرقہ بندی ہے کہیں اور کہیں ذاتیں ہیں
کیا زمانے میں پنپنے کی یہی باتیں ہیں
Yeh Zaat Tamasha Ban Chuki Hai, Duniya
Yeh Zaat Tamasha Ban Chuki Hai,
Duniya Ke Mele Se Thak Chuki Hai
یہ ذات تماشا بن چکی ہے
دنیا کے میلے سے تھک چکی ہے
Teri Zaat Ne Bana Dee, Meri Zindagi
Teri Zaat Ne Bana Dee,
Meri Zindagi Fasana
تیری ذات نے بنا دی
میری زندگی فسانہ
Baha Baha Kar Aansu Bikhar Chuki Hun Main
Baha Baha Kar Aansu Bikhar Chuki Hun Main,
Simat Kar Apni Zaat Mein Ab Muskurana Chahti Hun
Agar Bicharne Ka Irada Ho Toh Mujhse Mashwara Karna
Agar Bicharne Ka Irada Ho Toh Mujhse Mashwara Karna,
Mohabbat Mein Koi Bhi Faisla Zaati Nahi Hota
Neend Na Wekhe Bistra, Teh Bhuk Na Wekhe Maas
/Bulleh Shah Poetry/Inspirational Shayari/Ishq Poetry/Neend Shayari/Sufi Shayari/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/