dhoop
Dhoop Mein Saaya e Deewar Zaroori Toh Nahi
Dhoop Mein Saaya e Dewaar Zaroori Toh Nahi,
Ab Tere Baad Koi Pyar Zaroori Toh Nahi
Hum Tere Ek Ishaaray Pe Kata Dein Ser,
Ho Tere Hath Mein Talwaar Zaroori Toh Nahi
Mere Elaan e Baghawat Se Salaamat Reh Jaye,
Teri Baadshaahi Tera Darbaar Zaroori Toh Nahi
Nafratein Phaink Ke Aa Phir Se Galay Lag Jaaein,
Aisa Moqa Mile Har Baar Zaroori Toh Nahi
Jeet Lungi Tujhe Duniya Se Mera Vaada Hai,
Har Baar Ho Meri Haar Zaroori Toh Nahi
Phelee Huyi Hai Char Su La Haasil Ki Dhoop
/Aankhen Shayari/Ghamgeen Poetry/Intezar Poetry/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/
Phelee Huyi Hai Char Su La Haasil Ki Dhoop,
Sameta Hua Hai Aankh Ke Khemay Mein Intezar Ka Khumar
Dhoop Nikli Toh Mere Jism Se Saaya Nikla
Dhoop Nikli Toh Mere Jism Se Saaya Nikla,
Kisi Karre Waqt Mein Apna Bhi Paraaya Nikla
Mujhko Chaa’on Mein Rakha Aur Khud Jalta Raha Dhoop Mein