
Is waqt ka hisab kiya doon
Jo tery begair kat gaya hai
اس وقت کا حساب کیا دوں
جو تیرے بغیر کٹ گیا ہے

Hoti hai shaam ankh se ansu rawan howy
Yeh waqt gaidon ki rahai ka waqt hai
ہوتی ہے شام آنکھ سے آنسو رواں ہوئے
یہ وقت قیدیوں کی رہائی کا وقت ہے

Roz milny pe lagta tha ke jagh beet gaye
Ishq mein waqt ka ehsaas nahi rehta hai
روز ملنے پہ بھی لگتا تھا کہ جگ بیت گئے
عشق میں وقت کا احساس نہیں رہتا ہے

Mein ne kaha ke dekh yeh mein yeh huwa yeh raat
Is ne kaha ke meri parhai ka waqt hai
میں نے کہا کہ دیکھ یہ میں یہ ہوا یہ رات
اس نے کہا کہ میری پڑھائی کا وقت ہے

Tanhai mein karni hai tu hai ek baat kisi se
Lekin wo kisi waqt akela nahi hota
تنہائی میں کرنی تو ہے اک بات کسی سے
لیکن وہ کسی وقت اکیلا نہیں ہوتا

Pahle ghum farkat ke yeh tevar tu nahi thy
Rag rag mein utarti hoi tanhai tu ab hai
پہلے غم فرقت کے یہ تیور تو نہیں تھے
رگ رگ میں اترتی ہوئی تنہائی تو اب ہے

Har ankh mein thi totty lamho ki tashnagi
Har jism pe tha waqt ka saya para hua
ہر آنکھ میں تھی ٹوٹتے لمحوں کی تشنگی
ہر جسم پہ تھا وقت کا سایہ پڑا ہوا

Waqt ruksat hai aur yeh ghum hai
Ab inhy aur kuch nahi kehna
وقت رخصت ہے اور یہ غم ہے
اب انہیں اور کچھ نہیں کہنا

Apna likha mujhe mayob lagy
Waqt likhy ga tarof mera
اپنا لکھا مجھے معیوب لگے
وقت لکھے گا تعارف میرا

Waqt ke jand lamho ne sab apne cheeen liye
Shab hijar ne bhi sab supne cheen liye
وقت کے چند لمحوں نے سب اپنے چھین لیے
شب ہجراں نے بھی سب سپنے چھین لیے