/May 23, 2023/Kuch is adaa se aaj vo pahluu-nashiin rahe /Chahat Shayari/Dil Shayari/Heart Touching Shayari/Husn Shayari/Jigar Moradabadi/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/ Kuch is adaa se aaj vo pahluu-nashiin rahe Jab tak hamaare paas rahe ham nahiin rahe کچھ اس ادا سے آج وہ پہلو نشیں رہے جب تک ہمارے پاس رہے ہم نہیں رہے कुछ इस अदा से आज वो पहलू-नशीं रहे जब तक हमारे पास रहे हम नहीं रहे Tags: ada,pasand,two line
/May 10, 2023/Ulte vo shikve karte hain aur kis ada ke saath /Chahat Shayari/Dil Shayari/Momin Khan Momin Shayari/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/ Ulte vo shikve karte hain aur kis ada ke saath Be-taqati ke taane hain uzr-e-jafa ke saath الٹے وہ شکوے کرتے ہیں اور کس ادا کے ساتھ بے طاقتی کے طعنے ہیں عذر جفا کے ساتھ उल्टे वो शिकवे करते हैं और किस अदा के साथ बे-ताक़ती के ताने हैं उज़्र-ए-जफ़ा के साथ Tags: ada,ashk,momin khan momin poetry,sath,taqat
/November 11, 2021/Ada-e-husn ki masumiyat ko kam kar de /Faiz Ahmed Faiz Poetry/Two Line Shayari/ Ada-e-husn ki masumiyat ko kam kar de Gunahgar-e-nazar ko hijab aata hai ادائے حسن کی معصومیت کو کم کر دے گناہ گار نظر کو حجاب آتا ہے अदा-ए-हुस्न की मासूमियत को कम कर दे गुनाहगार-ए-नज़र को हिजाब आता है Tags: ada,faiz ahmad faiz,gunaah,husn,masoom,nazar
/June 16, 2019/Gul Ho Mahtab Ho Aaina Ho Khurshid /Mir Taqi Mir Poetry/ Gul Ho Mahtab Ho Aaina Ho Khurshid Ho Mir Apna Mehboob Wohi Hai Jo Ada Rakhta Ho گل ہو مہتاب ہو آئینہ ہو خورشید ہو میر اپنا محبوب وہی ہے جو ادا رکھتا ہو गुल हो महताब हो आईना हो ख़ुर्शीद हो मीर अपना महबूब वही है जो अदा रखता हो Tags: aaina,ada,chand,gulab,khoobsurat,meer taqi meer,mehboob,suraj,surat,tareef
/May 1, 2019/Keh Sake Kon K Ye Jalwagar Kis Ki Hai /Mirza Ghalib Shayari/ Keh Sake Kon K Ye Jalwagar Kis Ki Hai Parda Chora Hai Wo Us Ne Ki Uthaye Na Bane کہہ سکے کون کہ یہ جلوہ گری کس کی ہے پردہ چھوڑا ہے وہ اس نے کہ اٹھائے نہ بنے कह सके कौन कि ये जल्वागरी किस की है पर्दा छोड़ा है वो उस ने कि उठाए न बने Tags: ada,ghalib,intezar,mirza,parda,umeed
/April 27, 2019/Jaan Di Di Hui Usi Ki Thi /Mirza Ghalib Shayari/ Jaan Di Di Hui Usi Ki Thi Haq To Yuun Hai K Haq Ada Na Hua جان دی دی ہوئی اسی کی تھی حق تو یوں ہے کہ حق ادا نہ ہوا जान दी दी हुई उसी की थी हक़ तो यूँ है कि हक़ अदा न हुआ Tags: ada,ghalib,haq,jaan,mirza,nakam
/April 10, 2019/Ada-e-Khas Se ‘Ghalib’ Hua Hai Nukhta /Mirza Ghalib Shayari/ Ada-e-Khas Se ‘Ghalib’ Hua Hai Nukhta-Sara Sala-e-Am Hai Yaran-e-Nukta-Dan Ke Liye ادائے خاص سے غالبؔ ہوا ہے نکتہ سرا صلائے عام ہے یاران نکتہ داں کے لیے अदा-ए-ख़ास से ‘ग़ालिब’ हुआ है नुक्ता-सरा सला-ए-आम है यारान-ए-नुक्ता-दाँ के लिए Tags: ada,da,ghalib,mehboob,mirza
/January 23, 2019/Hum Jaa Rahe Hain Wahan Jahan /Attitude Shayari/Dil Shayari/ Hum Jaa Rahe Hai Wahan Jahan Dil Ki Ho Kadar,Baithe Raho Tum Apni Adaayein Liye Huye. हम जा रहे हैं वहां जहाँ दिल की हो क़दर,बैठे रहो तुम अपनी अदायें लिये हुए। ہم جا رہے ہیں وہاں جہاں دل کی ہو قدر بیٹھے رہو تم اپنی ادائیں لیے ہوئے Tags: ada,attitude,Attitude Status in Hindi,dil
/April 15, 2018/Chehre Pe Banawat Ka Gussa Aankhon /Aankhen Shayari/Pyar Shayari/ Chehre Pe Banawat Ka Gussa Aankhon Mein Chalakta Pyar Bhi Hai, Iss Shoq e Ada Ko Kya Kahiye Inkar Bhi Hai Aur Ikrar Bhi Hai Tags: aankhen,ada,chehra,gussa,ikrar,inkar,pyar,urdu love poetry for her
/April 12, 2018/Meri Chahat Hai Woh Meri Anaa Bhi Hai /Chahat Shayari/Khamoshi Shayari/ Meri Chahat Hai Woh Meri Anaa Bhi Hai Meri Khamosh Lehjon Ki Woh Aik Sada Bhi Hai, Rehta Hai Subha o Sham Woh Mere Wajood Mein Meri Awaz Mera Lehja Meri Adaa Bhi Hai Tags: ada,anaa,awaz,chahat,four line shayari,khamoshi,lehja,sada,sham,subha,wajood