suraj
Phool Gul Shams o Qamar Saare Hi The
Phool Gul Shams o Qamar Saare Hi The
Par Humain Un Mai Tumhen Bhaaye Bahut
پھول گل شمس و قمر سارے ہی تھے
پر ہمیں ان میں تمہیں بھائے بہت
फूल गुल शम्स ओ क़मर सारे ही थे
पर हमें उन में तुम्हीं भाए बहुत
Gul Ho Mahtab Ho Aaina Ho Khurshid
Gul Ho Mahtab Ho Aaina Ho Khurshid Ho Mir
Apna Mehboob Wohi Hai Jo Ada Rakhta Ho
گل ہو مہتاب ہو آئینہ ہو خورشید ہو میر
اپنا محبوب وہی ہے جو ادا رکھتا ہو
गुल हो महताब हो आईना हो ख़ुर्शीद हो मीर
अपना महबूब वही है जो अदा रखता हो
Larazta Hai Mira Dil Zahmat-e-Mehr
Larazta Hai Mira Dil Zahmat-e-Mehr-e-Darakhshan Par
Mai Hun Wo Qatra-e-Shabnam Ki Ho Khar-e-Bayaban Par
لرزتا ہے مرا دل زحمت مہر درخشاں پر
میں ہوں وہ قطرۂ شبنم کہ ہو خار بیاباں پر
लरज़ता है मिरा दिल ज़हमत-ए-मेहर-ए-दरख़्शाँ पर
मैं हूँ वो क़तरा-ए-शबनम कि हो ख़ार-ए-बयाबाँ पर
Hai Kainaat Ko Harakat Tere Zauq Se
Hai Kainaat Ko Harakat Tere Zauq Se
Partau Se Aftab Ke Zarre Mai Jaan Hai
ہے کائنات کو حرکت تیرے ذوق سے
پرتو سے آفتاب کے ذرے میں جان ہے
है काएनात को हरकत तेरे ज़ौक़ से
परतव से आफ़्ताब के ज़र्रे में जान है
Chamak Suraj Ki Nahi Mere Kirdaar Ki Hai
Chamak Suraj Ki Nahi Mere Kirdaar Ki Hai
Khabar Ye Aasmaan Ke Akhbaar Ki Hai,
Main Chaloon To Mere Sang Kaarwan Chale
Baat Garoor Ki Nahi Aitwaar Ki Hai
चमक सूरज की नहीं मेरे किरदार की है,
खबर ये आसमाँ के अखबार की है,
मैं चलूँ… तो मेरे संग कारवाँ चले,
बात गुरूर की नहीं, ऐतबार की है।
چمک سورج کی نہیں میرے کردار کی ہے
خبر یہ آسمان کے اخبار کی ہے
میں چلوں تو میرے سنگ کارواں چلے
بات غرور کی نہیں اعتوار کی ہے
Yeh Subah Kitni Tanha Hai Tere Begair
Yeh Subha Kitni Tanha Hai Tere Begair
Yeh Din Kaise Guzrega Tere Begair
Raat Toh Tere Khawabo Mein Nikli
Sham Rahegi Sooni Sooni Tere Begair
Dekho Yeh Suraj Bhi Hai Kitna Madham
Hawa Bhi Rookhi Rookhi Hai Tere Begair
Yeh Panchi Yeh Sargam Sab Chup Se Hain Tere Begair
Dua Hai Meri Ki Har Dua Qabool Ho Teri
Meri Koi Khwahish Hee Nahi Tere Begair
Jaate Saal Ki Aakhri Shab Hai, Kal Ka Sooraj
Jaate Saal Ki Aakhri Shab Hai,
Kal Ka Suraj Jaane Kaisa Hoga
Abhi Suraj Nahi Dooba Zara Si Sham Toh Hone Doh
/Ghamgeen Poetry/Heart Touching Shayari/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Love Poetry/Urdu Poetry Images/
Abhi Suraj Nahi Dooba Zara Si Sham Toh Hone Doh,
Main Khud Hee Laut Jaunga Mujhe Nakam Toh Hone Doh
Zaroori Toh Nahi Suraj Sawa Naeze Pe Aa Jaye
/Bewafa Poetry/Ghamgeen Poetry/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Love Poetry/Urdu Poetry Images/