
masoom
Kah diya tu ne jo masoom to hum hain masoom

Kah diya tu ne jo masoom to hum hain masoom
Kah diya tu ne gunahgar gunahgar hain ham
کہہ دیا تو نے جو معصوم تو ہم ہیں معصوم
کہہ دیا تو نے گنہ گار گنہ گار ہیں ہم
कह दिया तू ने जो मा’सूम तो हम हैं मा’सूम
कह दिया तू ने गुनहगार गुनहगार हैं हम
Jo un masoom ankhon ne diye the
/Aankhen Shayari/Dard Shayari/Firaq GorakhPuri Shayari/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/

Jo un masoom ankhon ne diye the
Wo dhoke aaj tak main kha raha hon
جو ان معصوم آنکھوں نے دیے تھے
وہ دھوکے آج تک میں کھا رہا ہوں
जो उन मासूम आँखों ने दिए थे
वो धोके आज तक मैं खा रहा हूँ
Jany ka irada bandha aur phir tark kar diya

Jany ka irada bandha aur phir tark kar diya
rah mein hail ho gai teri masoom surat
جانے کا ارادہ باندھا اور پھر ترک کر دیا
راہ میں حائل ہو گئی تیری معصوم صورت
Ada-e-husn ki masumiyat ko kam kar de

Ada-e-husn ki masumiyat ko kam kar de
Gunahgar-e-nazar ko hijab aata hai
ادائے حسن کی معصومیت کو کم کر دے
گناہ گار نظر کو حجاب آتا ہے
अदा-ए-हुस्न की मासूमियत को कम कर दे
गुनाहगार-ए-नज़र को हिजाब आता है
Ibn-e-Adaam Kat Raha Hai Bint-e-

Ibn-e-Adaam Kat Raha Hai Bint-e-Hawalat Rahi Hai
Aye Khuda Dekh To Sahi Teri Jannat Jaal Rahi Hai
ابن آدم کٹ رہا ہے بنت حوالٹ رہی ہے
اے خدا دیکھ تو سہی تیری جنت جل رہی ہے
Uss Jaisa Koi Masoom Kahan Hoga, Uss

Uss Jaisa Koi Masoom Kahan Hoga,
Uss Jaisa Koi Haseen Bhi Kahan Hoga
اس جیسا کوئی معصوم کہاں ہوگا
اس جیسا کوئی حسین بھی کہاں ہوگا
Ishq Toh Qatil Hai Bahut Masoom Logon Ka
Ishq Toh Qatil Hai Bahut Masoom Logon Ka,
Jaane Kyun Log Iss Mujrim Ko Dil Mein Panah Dete Hain
Masoomiyat Ka Kuch Aesa Andaaz Tha Mere Sanam Ka

Masoomiyat Ka Kuch Aesa Andaaz Tha Mere Sanam Ka,
Ussey Tasveer Mein Bhi Dekhun Toh Palkein Jhuka Leti Hai
معصومیت کا کچھ ایسا انداز تھا میرے صنم کا
اُسے تصویر میں بھی دیکھوں تو پلکیں جُھکا لیتی ہے
Kuch Bhi Ho Main Toh Ilzam Tumhe Hee Dunga
