ilzam
Bazm-e-Ishrat Mai Malamat Hum Nigun
Bazm-e-Ishrat Mai Malamat Hum Nigun Bakhton K Tain
Juun Hubab-e-Bada Saghar Sar-Nigun Ho Jayega
بزم عشرت میں ملامت ہم نگوں بختوں کے تئیں
جوں حباب بادہ ساغر سرنگوں ہو جائے گا
बज़्म-ए-इशरत में मलामत हम निगूँ बख़्तों के तईं
जूँ हुबाब-ए-बादा साग़र सर-निगूँ हो जाएगा
Itna Sangeen Nahi Jurm e Ishq Magar
Itna Sangeen Nahi Jurm e Ishq Magar
Sazayein Ishq Itni Sangeen Kyun Hai,
Mujhko Deewanagi Ka Na Ilzam Doh
Pooch Mere Yaar Se Itna Haseen Kyun Hai
Humein Hee Kyun Dete Ho Pyar Ka Ilzam
Humein Hee Kyun Dete Ho Pyar Ka Ilzam,
Kabhi Khud Se Bhi Pocho Itne Pyare Kyun Ho
Har Baar Abbas Ilzam Ishq Per Hee Acha Nahi
Har Baar Abbas Ilzam Ishq Per Hee Acha Nahi,
Wafa Khud Se Hoti Nahi Khafa Mohabbat Se Ho Jaate Hain Log
Ilzam Mohabbat Ke Darr Se Chor Diya Sheher Apna
Ilzam Mohabbat Ke Darr Se Chor Diya Sheher Apna,
Warna Yeh Choti Si Umar Pardes Ke Qabil Toh Na Thi
Kuch Bhi Ho Main Toh Ilzam Tumhe Hee Dunga
Kuch Bhi Ho Main Toh Ilzam Tumhe Hee Dunga,
Tum Masoom Bahut Ho Magar Tauba Tumhari Aankhen
کچھ بھی ہو میں تو الزام تمہیں ہی دوں گا
تم معصوم بہت ہو مگر توبہ تمہاری آنکھیں
Mat Poocho Ke Hum Zabt Ki Kis Raah Se Guzare
/Bewafa Poetry/Ghamgeen Poetry/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Love Poetry/Urdu Poetry Images/Wafa Shayari/