zulam
Zulam Sahna Bhi To Zalim Ki Himayat
Zulam Sahna Bhi To Zalim Ki Himayat Thahra
Khamoshi Bhi To Hui Pusht-e-Panahi Ki Tarah
ظلم سہنا بھی تو ظالم کی حمایت ٹھہرا
خامشی بھی تو ہوئی پشت پناہی کی طرح
ज़ुल्म सहना भी तो ज़ालिम की हिमायत ठहरा
ख़ामुशी भी तो हुई पुश्त-पनाही की तरह
Hazaron Dukh Paren Sehna Mohabbat
Hazaron Dukh Paren Sehna Mohabbat Mar Nahi Sakti
Hai Tum Se Bus Yahe Kehna Mohabbat Mar Nahi Sakti
ہزاروں دکھ پڑیں سہنا محبت مر نہیں سکتی
ہے تم سے بس یہی کہنا محبت مر نہیں سکتی
Ibn-e-Adaam Kat Raha Hai Bint-e-
Ibn-e-Adaam Kat Raha Hai Bint-e-Hawalat Rahi Hai
Aye Khuda Dekh To Sahi Teri Jannat Jaal Rahi Hai
ابن آدم کٹ رہا ہے بنت حوالٹ رہی ہے
اے خدا دیکھ تو سہی تیری جنت جل رہی ہے
Jaur Kya Kya Jafayen Kya Kya Hain
Jaur Kya Kya Jafayen Kya Kya Hain
Ashiqi Mai Balayen Kya Kya Hain
جور کیا کیا جفائیں کیا کیا ہیں
عاشقی میں بلائیں کیا کیا ہیں
जौर क्या क्या जफ़ाएँ क्या क्या हैं
आशिक़ी में बलाएँ क्या क्या हैं
Main Ne Chaha Tha K Andoh-e-Wafa Se
Main Ne Chaha Tha K Andoh-e-Wafa Se Chotun
Wo Sitamgar Mere Marne Pe bhi Raazi Na hue
میں نے چاہا تھا کہ اندوہ وفا سے چھوٹوں
وہ ستم گر مرے مرنے پہ بھی راضی نہ ہوا
मैं ने चाहा था कि अंदोह-ए-वफ़ा से छूटूँ
वो सितमगर मिरे मरने पे भी राज़ी न हुआ
Kabhi In Ada’on Ka Zulam Kabhi In Nigahon Ka Zulam
Kabhi In Ada’on Ka Zulam Kabhi In Nigahon Ka Zulam,
Wafaon Ki Kasam Tere Aashiq Na Hote Toh Tere Katil Hote Hum
Yeh Jo Nazaron Se Dil Ko Nidhaal Karte Ho
/Aankhen Shayari/Dil Shayari/Heart Touching Shayari/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/Urdu Poetry Sms/