/October 5, 2022/Tum mery iradon ke dolty sitaron ko /Two Line Shayari/ Tum mery iradon ke dolty sitaron ko Yas ke khilao mein rasta dekhaty ho تم مرے ارادوں کے ڈولتے ستاروں کو یاس کے خلاؤں میں راستہ دکھاتے ہو Tags: irada,rasta,sitare
/August 17, 2022/Jany ka irada bandha aur phir tark kar diya /Two Line Shayari/ Jany ka irada bandha aur phir tark kar diya rah mein hail ho gai teri masoom surat جانے کا ارادہ باندھا اور پھر ترک کر دیا راہ میں حائل ہو گئی تیری معصوم صورت Tags: irada,masoom,surat
/June 27, 2019/Kaun Leta Tha Naam Majnun Ka /Mir Taqi Mir Poetry/ Kaun Leta Tha Naam Majnun Ka Jab k Ahd-e-Junun Humara Tha کون لیتا تھا نام مجنوں کا جب کہ عہد جنوں ہمارا تھا कौन लेता था नाम मजनूँ का जब कि अहद-ए-जुनूँ हमारा था Tags: irada,laila majnu shayari,meer taqi meer,naam
/June 17, 2019/Hum Ap Hi Ko Apna Maqsud Jante Hain /Mir Taqi Mir Poetry/ Hum Ap Hi Ko Apna Maqsud Jante Hain Apne Siwaye Kis Ko Maujud Jante Hain ہم آپ ہی کو اپنا مقصود جانتے ہیں اپنے سوائے کس کو موجود جانتے ہیں हम आप ही को अपना मक़्सूद जानते हैं अपने सिवाए किस को मौजूद जानते हैं Tags: Hasti Shayari,irada,meer taqi meer,tanha
/May 18, 2019/Umar Bhar Ka Tu Ne Paiman-e-Wafa /Mirza Ghalib Shayari/ Umar Bhar Ka Tu Ne Paiman-e-Wafa Bandha To Kya Umar Ko Bhi To nahi Hai Payedari Haaye Haaye عمر بھر کا تو نے پیمان وفا باندھا تو کیا عمر کو بھی تو نہیں ہے پائیداری ہائے ہائے उम्र भर का तू ने पैमान-ए-वफ़ा बाँधा तो क्या उम्र को भी तो नहीं है पाएदारी हाए हाए Tags: ghalib,irada,mirza,umar,wafa
/May 18, 2019/Ta Phir Na Intezar Mai Neend Aaiye Umar /Mirza Ghalib Shayari/ Ta Phir Na Intezar Mai Neend Aaiye Umar Bhar Aane Ka Ahd Kar Gaye Aaye Jo Khawab Mai تا پھر نہ انتظار میں نیند آئے عمر بھر آنے کا عہد کر گئے آئے جو خواب میں ता फिर न इंतिज़ार में नींद आए उम्र भर आने का अहद कर गए आए जो ख़्वाब में Tags: ghalib,intezar,irada,khawab,mirza,neend,umar,umeed
/April 24, 2019/Hai Par-e-Sarhad-e-Idrak Se Apna Masjod /Mirza Ghalib Shayari/ Hai Par-e-Sarhad-e-Idrak Se Apna Masjod Qible Ko Ahl-e-Nazar Qibla-numa Kahte Hain ہے پرے سرحد ادراک سے اپنا مسجود قبلے کو اہل نظر قبلہ نما کہتے ہیں है पर-ए-सरहद-ए-इदराक से अपना मसजूद क़िबले को अहल-ए-नज़र क़िबला-नुमा कहते हैं Tags: Bewakoof Shayari,ghalib,irada,Kaaba,masjid,mirza,nazar,pagal
/April 19, 2019/‘Ghalib’ Humain Na Chher K Phir Josh /Mirza Ghalib Shayari/ ‘Ghalib’ Humain Na Chher K Phir Josh-e-Ashk Se Baithe Hain Hum Tahayya-e-Tufan Kiye Hue غالبؔ ہمیں نہ چھیڑ کہ پھر جوش اشک سے بیٹھے ہیں ہم تہیۂ طوفاں کیے ہوئے ‘ग़ालिब’ हमें न छेड़ कि फिर जोश-ए-अश्क से बैठे हैं हम तहय्या-ए-तूफ़ाँ किए हुए Tags: aansu,ghalib,irada,jazbaat,mirza,tabah,tufan
/April 16, 2018/Kyun Na Dun Dosh Dil e Nadaan Ko, Dosti /Dil Shayari/Friends Shayari/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/Urdu Shayari Mohabbat/ Kyun Na Dun Dosh Dil e Nadaan Ko, Dosti Ka Irada Tha Aur Mohabbat Ho Gayi Tags: dil,dosti,friends,friendship,images,irada,mohabbat,poetry,two line,urdu
/April 6, 2018/Agar Bicharne Ka Irada Ho Toh Mujhse Mashwara Karna /Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/Urdu Shayari Mohabbat/ Agar Bicharne Ka Irada Ho Toh Mujhse Mashwara Karna, Mohabbat Mein Koi Bhi Faisla Zaati Nahi Hota Tags: bichar,images,irada,mohabbat,poetry,two line,urdu,zaat