
romantic
Aaj aghosh mein tha aur koi
/Chahat Shayari/Dil Shayari/Firaq GorakhPuri Shayari/Romantic Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Love Poetry/Urdu Poetry Images/

Aaj aghosh mein tha aur koi
Der tak ham tujhe na bhool sake
آج آغوش میں تھا اور کوئی
دیر تک ہم تجھے نہ بھول سکے
आज आग़ोश में था और कोई
देर तक हम तुझे न भूल सके
Tum muḳhatib bhi ho qareeb bhi ho
/Chahat Shayari/Dil Shayari/Firaq GorakhPuri Shayari/Romantic Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Love Poetry/Urdu Poetry Images/

Tum muḳhatib bhi ho qareeb bhi ho
Tum ko dekhein ki tum se baat karein
تم مخاطب بھی ہو قریب بھی ہو
تم کو دیکھیں کہ تم سے بات کریں
तुम मुख़ातिब भी हो क़रीब भी हो
तुम को देखें कि तुम से बात करें
Dheme Suron Mai Koi Madhur Geet

Dheme Suron Mai Koi Madhur Geet Cheriye
Thahri Hui Havaon Mai Jaadu Bikheriye
دھیمے سروں میں کوئی مدھر گیت چھیڑئیے
ٹھہری ہوئی ہواؤں میں جادو بکھیریے
धीमे सुरों में कोई मधुर गीत छेड़िए
ठहरी हुई हवाओं में जादू बिखेरिए
Kab Nahin Naaz Uthaye Hain Tumhare

Kab Nahin Naaz Uthaye Hain Tumhare Mai Ne
Dekho Aanchal Pe Sajaye Hain Sitare Mai Ne
کب نہیں ناز اُٹھائے ہیں تمہارے میں نے
دیکھو آنچل پے سجاے ہیں ستارے میں نے
Gar Sukoon Chahiye Is Lamha-e-Maujud

Gar Sukoon Chahiye Is Lamha-e-Maujud Mai Bhi
Aao Is Lamha-e-Maujud Se Bahar Niklen
گر سکوں چاہیے اس لمحۂ موجود میں بھی
آؤ اس لمحۂ موجود سے باہر نکلیں
गर सुकूँ चाहिए इस लम्हा-ए-मौजूद में भी
आओ इस लम्हा-ए-मौजूद से बाहर निकलें
Na Tumhain Hosh Rahe Aur Na Muje

Na Tumhain Hosh Rahe Aur Na Muje Hosh Rahe
Is Qadar Toot K Chaho Muje Pagal Kar Do
نہ تمہیں ہوش رہے اور نہ مجھے ہوش رہے
اس قدر ٹوٹ کے چاہو مجھے پاگل کر دو
न तुम्हें होश रहे और न मुझे होश रहे
इस क़दर टूट के चाहो मुझे पागल कर दो
Main Bhi Graduate Hun Tum Bhi Graduate
