
kareeb
Dard dil se ashna ho

Dard dil se ashna ho
Tum kesy kareeb rag jan ho
درددل سے ناآشنا ہو
تم کیسے قریب رگ جاں ہو؟
Jo ankareeb toot jaye ga wo sitara hoon shahid

Jo ankareeb toot jaye ga wo sitara hoon shahid
Mujhe yun lag raha hai ke mein tumhara hoon shahid
جو عنقریب ٹوٹ جائے گا وہ ستارہ ہوں شاید
مجھے یوں لگ رہا ہے کہ میں تمہارا ہوں شاید
Yeh sada baat hai lekin bihat ajeeb bhi hai

Yeh sada baat hai lekin bihat ajeeb bhi hai
Tu mujh se duur bhi hai aur mery kareeb bhi hai
یہ سادہ بات ہے لیکن بہت عجیب بھی ہے
تو مجھ سے دور بھی ہے اور میرے قریب بھی ہے
Kadmon Mai Bhi Takan Thi Ghar Bhi

Kadmon Mai Bhi Takan Thi Ghar Bhi Kareeb Tha
Par Kya Karen K Ab K Safar Hi Ajeeb Tha
قدموں میں بھی تکان تھی گھر بھی قریب تھا
پر کیا کریں کہ اب کے سفر ہی عجیب تھا
क़दमों में भी तकान थी घर भी क़रीब था
पर क्या करें कि अब के सफ़र ही अजीब था
Main Bhi Ruk Ruk Ke Na Marta Jo
Main Bhi Ruk Ruk Ke Na Marta Jo Zaban Ke Badle
Dashna Ik Tez Sa Hota Mere Gham-Khavar Ke Paas
میں بھی رک رک کے نہ مرتا جو زباں کے بدلے
دشنہ اک تیز سا ہوتا مرے غم خوار کے پاس
मैं भी रुक रुक के न मरता जो ज़बाँ के बदले
दशना इक तेज़ सा होता मिरे ग़म-ख़्वार के पास
Leta Nahi Mere Dil-e-Awara Ki Khabar
Leta Nahi Mere Dil-e-Awara Ki Khabar
Ab Tak Wo Janta Hai Ki Mere Hi Pass Hai
یتا نہیں مرے دل آوارہ کی خبر
اب تک وہ جانتا ہے کہ میرے ہی پاس ہے
लेता नहीं मिरे दिल-ए-आवारा की ख़बर
अब तक वो जानता है कि मेरे ही पास है
Jisne Sukh Mein Apne Rab Ka Shukar Adaa

Jisne Sukh Mein Apne Rab Ka Shukar Adaa Kia,
Ussne Dukh Mein Apne Rab Ko Apne Kareeb Paaya
جسنے سُکھ میں اپنے رب کا شُکر ادا کیا
اُسنے دُکھ میں اپنے رب کو اپنے قریب پایا
Zara Si Zindagi Hai Armaan Bahut Hain
Zara Si Zindagi Hai Armaan Bahut Hain
Hamdard Nahi Koi Insaan Bahut Hain,
Dil Ka Dard Sunayein Toh Sunayein Kisko
Jo Dil Ke Kareeb Hain Woh Anjaan Bahut Hain
Aankhon Ke Kareeb Toh Nahi Lekin, Mere Dil Ke
