Aa Hi Gaya Wo Mujh Ko Lahad Mein Utarne

/Dard Shayari/Hafeez Jalandhari Shayari/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/

Aa Hi Gaya Wo Mujh Ko Lahad Mein Utarne

Ghaflat Zara Na Ki Mere Ghaflat-Shiar Ne

آ ہی گیا وہ مجھ کو لحد میں اتارنے

غفلت ذرا نہ کی مرے غفلت شعار نے

ही गया वो मुझ को लहद में उतारने

ग़फ़लत ज़रा की मिरे ग़फ़लत-शिआर ने

haath chhuTen bhi to rishte nahin chhoda karte

/Gulzar Shayari/Two Line Shayari/

haath chhuTen bhi to rishte nahin chhoda karte
waqt ki shakh se lamhe nahin toda karte

ہاتھ چھوٹیں بھی تو رشتے نہیں چھوڑا کرتے

وقت کی شاخ سے لمحے نہیں توڑا کرتے

हाथ छूटें भी तो रिश्ते नहीं छोड़ा करते

वक़्त की शाख़ से लम्हे नहीं तोड़ा करते

Wo Mere Paon Ko Chune Jhuka Tha Jis

/Parveen Shakir Poetry/Two Line Shayari/

Wo Mere Paon Ko Chhune Jhuka Tha Jis Lamhe
Jo Mangta Use Deti Ameer Aisi Thi

وہ میرے پاؤں کو چھونے جھکا تھا جس لمحے

جو مانگتا اسے دیتی امیر ایسی تھی

वो मेरे पाँव को छूने झुका था जिस लम्हे

जो माँगता उसे देती अमीर ऐसी थी

Wo Lamha Bhar Ki Kahani Ki Umar Bahr

/Mohsin Naqvi Poetry/Zindagi Shayari/

Wo Lamha Bhar Ki Kahani Ki Umar Bahr Mai Kahi
Abhi To Khud Se Taqaze The Ikhtisar K Bhi

وہ لمحہ بھر کی کہانی کہ عمر بھر میں کہی

ابھی تو خود سے تقاضے تھے اختصار کے بھی

वो लम्हा भर की कहानी कि उम्र भर में कही

अभी तो ख़ुद से तक़ाज़े थे इख़्तिसार के भी

Har Waqt Ka Hasna Tujhe Barbad Na

/Dard Shayari/Mohsin Naqvi Poetry/Tanha Shayari/

Har Waqt Ka Hasna Tujhe Barbad Na Kar De
Tanhaai Ke Lamhon Mai Kabhi Ro Bhi Liya Kar

ہر وقت کا ہنسنا تجھے برباد نہ کر دے

تنہائی کے لمحوں میں کبھی رو بھی لیا کر

हर वक़्त का हँसना तुझे बर्बाद कर दे

तन्हाई के लम्हों में कभी रो भी लिया कर

Gar Sukoon Chahiye Is Lamha-e-Maujud

/Chahat Shayari/Romantic Urdu Poetry/Wasi Shah Poetry/

Gar Sukoon Chahiye Is Lamha-e-Maujud Mai Bhi
Aao Is Lamha-e-Maujud Se Bahar Niklen

گر سکوں چاہیے اس لمحۂ موجود میں بھی

آؤ اس لمحۂ موجود سے باہر نکلیں

गर सुकूँ चाहिए इस लम्हा-ए-मौजूद में भी

आओ इस लम्हा-ए-मौजूद से बाहर निकलें