lamha
Dam Liya Tha Na Qayamat Ne Hanuz

Dam Liya Tha Na Qayamat Ne Hanuz
Phir Tera Waqt-e-Safar Yaad Aaya
دم لیا تھا نہ قیامت نے ہنوز
پھر ترا وقت سفر یاد آیا
दम लिया था न क़यामत ने हनूज़
फिर तिरा वक़्त-ए-सफ़र याद आया
Ek Dil Hai Jo Har Lamha Jalane
Ek Dil Hai Jo Har Lamha Jalane Ke Liya Hai,
Jo Kuch Hai Yahan Aag Lagan Ke Liye Hai
اِک دل ہے جو ہر لمحہ جلانے کے لئے ہے
جو کچھ ہے یہاں آگ لگانے کے لئے ہے
Tund Lamhon Se Toot Phut Ke Main

Tund Lamhon Se Toot Phut Ke Main,
Teri Baahon Mein Aan Parta Hun
تند لمحوں سے ٹوٹ پھوٹ کے میں
تیری بانہوں میں آن پڑتا ہوں
Guzarte Lamhon Mein Sadiyan Talash

Guzarte Lamhon Mein Sadiyan Talash Karta Hun,
Pyaas Itni Hai Ke Nadiyan Talash Karta Hun,
Yahan Per Log Ginaate Hain Khoobiyan Apni,
Main Apne Aap Mein Kamiyan Talaash Karta Hun
गुजरते लम्हों में सदियाँ तलाश करता हूँ,
प्यास इतनी है कि नदियाँ तलाश करता हूँ,
यहाँ पर लोग गिनाते है खूबियां अपनी,
मैं अपने आप में कमियाँ तलाश करता हूँ।
گزرتے لمحوں میں صدیاں تلاش کرتا ہوں
پیاس اتنی ہے کہ ندیاں تلاش کرتا ہوں،
یہاں پر لوگ گناتے ہیں خوبیاں اپنی
میں اپنے آپ میں کمیاں تلاش کرتا ہوں
Kashish Honi Chaiye Kisi Ko Yaad Karne Ki
Kashish Honi Chaiye Kisi Ko Yaad Karne Ki
Lamhe Toh Apne Aap Mil Jayeinge,
Waqt Hona Chaiye Kisi Ko Milne Ka
Bahaane Toh Apne Aap Hee Mil Jayeinge
Chand Lamhon Mein Maut Hui Mohabbat
Chand Lamhon Mein Maut Hui Mohabbat Ki,
Aik Zamane Se Iddat Mein Bethi Hun
Teri Aankhon Mein Aansu Thay Meri
/Aankhen Shayari/Aansu Shayari/Pyar Shayari/Two Line Shayari/Urdu Love Poetry/Urdu Poetry Images/Zindagi Shayari/
