talab
Meri Talab Tha Ek Shakhs Wo Jo Nahi
Meri Talab Tha Ek Shaks Wo Jo Nahi Mila To Phir
Hath Dua Se Yuun Gira Bhool Gaya Sawal Bhi
میری طلب تھا ایک شخص وہ جو نہیں ملا تو پھر
ہاتھ دعا سے یوں گرا بھول گیا سوال بھی
मेरी तलब था एक शख़्स वो जो नहीं मिला तो फिर
हाथ दुआ से यूँ गिरा भूल गया सवाल भी
Hoti Ho Gi Mere Bosey Ki Talab Mai
H0ti H0 Gi Mere B0sey Ki Talab Mai Pagal
Jab Bhi Zulf0n Mai K0i Ph00l Sajaati H0 Gi
ہوتی ہوگی میرے بوسے کی طلب میں پاگل
جب بھی زلفوں میں کوئی پھول سجاتی ہوگی
Hoga Kisi Deewar K Saaye Mai Para ‘Mir’
Hoga Kisi Deewar K Saaye Mai Para ‘Mir’
Kya Kaam Mohabbat Se Us Aram-Talab Ko
ہوگا کسی دیوار کے سائے میں پڑا میرؔ
کیا کام محبت سے اس آرام طلب کو
होगा किसी दीवार के साए में पड़ा ‘मीर’
क्या काम मोहब्बत से उस आराम-तलब को
Dekha Ke Jumbish-e-Lab Hi Tamaam Kr
Dekha Ke Jumbish-e-Lab Hi Tamaam Kr Hum Ko
Na De Jo Bosa To Munh Se Kahin Javab To De
دکھا کے جنبش لب ہی تمام کر ہم کو
نہ دے جو بوسہ تو منہ سے کہیں جواب تو دے
दिखा के जुम्बिश-ए-लब ही तमाम कर हम को
न दे जो बोसा तो मुँह से कहीं जवाब तो दे
Dard Hai Ya Teri Talab, Jo Bhi Hai Musasal
Dard Hai Ya Teri Talab,
Jo Bhi Hai Musasal Hai
Yun Ahl e Talab Mein Thay Mufadaat Ke
Yun Ahl e Talab Mein Thay Mufadaat Ke Soh Rang,
Soh Rang Ki Ek Baat Toh Ek Baat Ke Soh Rang
Talab Maut Ki Karna Gunaah e Kabeera Hai Saqi
Talab Maut Ki Karna Gunaah e Kabeera Hai Saqi,
Marne Ka Shauq Hai Aao Tumhe Ishq Ki Taleem Dun
Lamhon Mein Qaid Kare Koi Sadiyon Ki Chahatein
Lamhon Mein Qaid Kare Koi Sadiyon Ki Chahatein,
Hasrat Rahi Ke Aesa Koi Apna Bhi Talabgar Ho
Teri Aankhon Ke Qaid Khanon Ki Yeh Kaisi Salakhein Hain
Teri Aankhon Ke Qaid Khanon Ki Yeh Kaisi Salakhein Hain,
Jo Bhi Jaata Hai In Mein Phir Talab e Rihai Nahi Karta
تیری آنکھوں کے قید خانوں کی یہ کیسی سلاخیں ہیں
جو بھی جاتا ہے ان میں پھر طلبِ رہائی نہیں کرتا
Qaid Khana = Limbo; Salakhein = Bars; Talab e Rihai = Cravings of Redemption;