saaya
Saaya Ki Tarah Sath Phiren Sarv o Sanobar
Saaya Ki Tarah Sath Phiren Sarv o Sanobar
Tu Is Qad-e-Dil-kash Se Jo Gulzar Mai Aave
سایہ کی طرح ساتھ پھریں سرو و صنوبر
تو اس قد دل کش سے جو گلزار میں آوے
साए की तरह साथ फिरें सर्व ओ सनोबर
तू इस क़द-ए-दिलकश से जो गुलज़ार में आवे
Katra Apna Bhi Haqeeqat Mai Hai Dariya
Katra Apna Bhi Haqeeqat Mai Hai Dariya Lekin
Hum Ko Taqlid-e-Tunuk-Zarfi-e-Mansur Nahi
قطرہ اپنا بھی حقیقت میں ہے دریا لیکن
ہم کو تقلید تنک ظرفی منصور نہیں
क़तरा अपना भी हक़ीक़त में है दरिया लेकिन
हम को तक़लीद-ए-तुनुक-ज़र्फ़ी-ए-मंसूर नहीं
Hai Kainaat Ko Harakat Tere Zauq Se
Hai Kainaat Ko Harakat Tere Zauq Se
Partau Se Aftab Ke Zarre Mai Jaan Hai
ہے کائنات کو حرکت تیرے ذوق سے
پرتو سے آفتاب کے ذرے میں جان ہے
है काएनात को हरकत तेरे ज़ौक़ से
परतव से आफ़्ताब के ज़र्रे में जान है
Baitha Hai Jo Ki Saya-e-Deewar-e-Yar Mai
Baitha Hai Jo Ki Saya-e-Deewar-e-Yar Mai
Farman-Rava-e-Kishwar-e-Hindustan Hai
بیٹھا ہے جو کہ سایۂ دیوار یار میں
فرماں رواۓ کشور ہندوستان ہے
बैठा है जो कि साया-ए-दीवार-ए-यार में
फ़रमाँ-रवा-ए-किश्वर-ए-हिन्दुस्तान है
Aadhi Raat Aur Gehre Saaye, Khali Kursi
Aadhi Raat Aur Gehre Saaye,
Khali Kursi Main Aur Chai
آدھی رات اور گہرے سائے
خالی کرسی، میں اور چاے
Dhoop Mein Saaya e Deewar Zaroori Toh Nahi
Dhoop Mein Saaya e Dewaar Zaroori Toh Nahi,
Ab Tere Baad Koi Pyar Zaroori Toh Nahi
Hum Tere Ek Ishaaray Pe Kata Dein Ser,
Ho Tere Hath Mein Talwaar Zaroori Toh Nahi
Mere Elaan e Baghawat Se Salaamat Reh Jaye,
Teri Baadshaahi Tera Darbaar Zaroori Toh Nahi
Nafratein Phaink Ke Aa Phir Se Galay Lag Jaaein,
Aisa Moqa Mile Har Baar Zaroori Toh Nahi
Jeet Lungi Tujhe Duniya Se Mera Vaada Hai,
Har Baar Ho Meri Haar Zaroori Toh Nahi
Dhoop Nikli Toh Mere Jism Se Saaya Nikla
Dhoop Nikli Toh Mere Jism Se Saaya Nikla,
Kisi Karre Waqt Mein Apna Bhi Paraaya Nikla
Dhondti Hain Jisko Nazarein Woh Shaks Najaane
/Aankhen Shayari/Ghamgeen Poetry/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Love Poetry/Urdu Poetry Images/