saaya
Baitha Hai Jo Ki Saya-e-Deewar-e-Yar Mai
Baitha Hai Jo Ki Saya-e-Deewar-e-Yar Mai
Farman-Rava-e-Kishwar-e-Hindustan Hai
بیٹھا ہے جو کہ سایۂ دیوار یار میں
فرماں رواۓ کشور ہندوستان ہے
बैठा है जो कि साया-ए-दीवार-ए-यार में
फ़रमाँ-रवा-ए-किश्वर-ए-हिन्दुस्तान है
Aadhi Raat Aur Gehre Saaye, Khali Kursi
Aadhi Raat Aur Gehre Saaye,
Khali Kursi Main Aur Chai
آدھی رات اور گہرے سائے
خالی کرسی، میں اور چاے
Dhoop Mein Saaya e Deewar Zaroori Toh Nahi
Dhoop Mein Saaya e Dewaar Zaroori Toh Nahi,
Ab Tere Baad Koi Pyar Zaroori Toh Nahi
Hum Tere Ek Ishaaray Pe Kata Dein Ser,
Ho Tere Hath Mein Talwaar Zaroori Toh Nahi
Mere Elaan e Baghawat Se Salaamat Reh Jaye,
Teri Baadshaahi Tera Darbaar Zaroori Toh Nahi
Nafratein Phaink Ke Aa Phir Se Galay Lag Jaaein,
Aisa Moqa Mile Har Baar Zaroori Toh Nahi
Jeet Lungi Tujhe Duniya Se Mera Vaada Hai,
Har Baar Ho Meri Haar Zaroori Toh Nahi
Dhoop Nikli Toh Mere Jism Se Saaya Nikla
Dhoop Nikli Toh Mere Jism Se Saaya Nikla,
Kisi Karre Waqt Mein Apna Bhi Paraaya Nikla
Dhondti Hain Jisko Nazarein Woh Shaks Najaane
/Aankhen Shayari/Ghamgeen Poetry/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/Urdu Love Poetry/Urdu Poetry Images/