/September 13, 2022/Kai chand thy sar aasman ke chamak chamak ke palat gaye /Two Line Shayari/ Kai chand thy sar aasman ke chamak chamak ke palat gaye Na laho mery hi jigar mein tha na tumhari zulf sayah thi کئی چاند تھے سر آسماں کہ چمک چمک کے پلٹ گئے نہ لہو مرے ہی جگر میں تھا نہ تمہاری زلف سیاہ تھی Tags: aasman,chand,zulf
/August 18, 2022/Na jeeya teri chasma ka mara /Mirza Muhammad Rafi Poetry/Two Line Shayari/ Na jeeya teri chasma ka mara Na teri zulf ka bandha chota نہ جیا تیری چشم کا مارا نہ تری زلف کا بندھا چھوٹا Tags: zulf
/August 18, 2022/Jab yaar ne utha kar zulfon ke baal bandhy /Mirza Muhammad Rafi Poetry/Two Line Shayari/ Jab yaar ne utha kar zulfon ke baal bandhy Tab mein ne apne dil mein lakhon khayal bandhy جب یار نے اٹھا کر زلفوں کے بال باندھے تب میں نے اپنے دل میں لاکھوں خیال باندھے Tags: dil,khayal,yaar,zulf
/December 15, 2021/Ijazat ho to main tasdiq kar luun teri zulfon se /Abdul Hameed Adam/Two Line Shayari/Zindagi Shayari/ Ijazat ho to main tasdiq kar luun teri zulfon se Suna hai zindagi ik khub-surat daam hai saaqi اجازت ہو تو میں تصدیق کر لوں تیری زلفوں سے سنا ہے زندگی اک خوبصورت دام ہے ساقی इजाज़त हो तो मैं तस्दीक़ कर लूँ तेरी ज़ुल्फ़ों से सुना है ज़िंदगी इक ख़ूबसूरत दाम है साक़ी Tags: ijazat,khoobsurat,zindagi,zulf
/October 22, 2019/Hoti Ho Gi Mere Bosey Ki Talab Mai /Wasi Shah Poetry/Yaad Poetry/ H0ti H0 Gi Mere B0sey Ki Talab Mai Pagal Jab Bhi Zulf0n Mai K0i Ph00l Sajaati H0 Gi ہوتی ہوگی میرے بوسے کی طلب میں پاگل جب بھی زلفوں میں کوئی پھول سجاتی ہوگی Tags: chehra,deedar,deewana,pagal,phool,talab,wasi shah,yaad,zulf
/October 18, 2019/Kitni Zulfain Kitne Aanchal Uray Chand /Aansu Shayari/Dard Shayari/Wasi Shah Poetry/ Kitni Zulfain Kitne Aanchal Uray Chand Ko Kya Khabar Kitna Matam Hua Kitne Aansu Bahe Chand Ko Kya Khabar کتنی زلفیں کتنے آنچل اڑے چاند کو کیا خبر کتنا ماتم ہوا کتنے آنسو بہے چاند کو کیا خبر Tags: aansu,chand,khabar,matam,mehboob,wasi shah,zulf
/June 17, 2019/Hum Hue Tum Hue K ‘Mir’ Hue /Mir Taqi Mir Poetry/ Hum Hue Tum Hue K ‘Mir’ Hue Us Ki Zulfon K Sab Asir Hue ہم ہوئے تم ہوئے کہ میرؔ ہوئے اس کی زلفوں کے سب اسیر ہوئے हम हुए तुम हुए कि ‘मीर’ हुए उस की ज़ुल्फ़ों के सब असीर हुए Tags: aashiqui,meer taqi meer,mehboob,qaid,zulf
/April 9, 2019/Aah Ko Chahiye Ik Umer Asar Hote Tak /Mirza Ghalib Shayari/ Aah Ko Chahiye Ik Umar Asar Hote Tak kaun Jeeta Hai Teri Zulf Ke Sar Hote Tak آہ کو چاہیے اک عمر اثر ہوتے تک کون جیتا ہے تری زلف کے سر ہوتے تک आह को चाहिए इक उम्र असर होते तक कौन जीता है तिरी ज़ुल्फ़ के सर होते तक Tags: ghalib,intezar,jeena,mirza,umar,zulf
/April 12, 2018/Patle Gaal Aur Bikhare Baal, Yehi Hai Aaj Kal /Attitude Shayari/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/ Patle Gaal Aur Bikhare Baal, Yehi Hai Aaj Kal Ke Larkon Ka Haal پتلے گال اور بکھرے بال یہ ہی ہے آج کل کے لڑکوں کا حال Tags: attitude,boy,haal,images,poetry,two line,urdu,zulf
/April 7, 2018/Sheher Bhar Mein Aik Hee Pehchan Hai Hamari /Aankhen Shayari/Attitude Shayari/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/ Sheher Bhar Mein Aik Hee Pehchan Hai Hamari, Surkh Aankhen, Bikheri Zulfein, Udas Chehra Nawab Aadat Tags: aadat,aankhen,bikharna,chehra,images,nawab,pehchan,poetry,sheher,two line,udas,urdu,zulf