ranjish
Yeh ranjish mein hum ko hai be ikthiyari
Yeh ranjish mein hum ko hai be ikthiyari
Tujhe teri kha kr kasam dekhty hai
یہ رنجش میں ہم کو ہے بے اختیاری
تجھے تیری کھا کر قسم دیکھتے ہیں
ghum karb laye ga yeh saal doston
ghum karb laye ga yeh saal doston
ranjishy barhaye ga yeh naya saal doston
غم کرب لائے گا یہ نیا سال دوستو
زنجشیں بڑھائے گا یہ نیا سال دوستو
Na koi ranj ka lamha kisi ke paas aae
Na koi ranj kā lamha kisi ke paas aae
Khuda kare ki naya saal sab ko raas aae
نہ کوئی رنج کا لمحہ کسی کے پاس آئے
خدا کرے کہ نیا سال سب کو راس آئے
न कोई रंज का लम्हा किसी के पास आए
ख़ुदा करे कि नया साल सब को रास आए
Wohi Ranjishein, Wohi Hasratein, Na Hee Dard
Wohi Ranjishein, Wohi Hasratein, Na Hee Dard e Dil Mein Kami Huyi
Hai Ajeeb Si Meri Zindagi, Na Guzar Saki Na Khatam Huyi
Shouq Yeh Tha Mohabbat Mein Jaleinge Chup Chap
Shouq Yeh Tha Mohabbat Mein Jaleinge Chup Chap,
Ranj Yeh Hai Tamasha Na Dekhaya Koi
Jab Tere Nain Muskurate Hain, Zeest Ke Ranj
Jab Tere Nain Muskurate Hain,
Zeest Ke Ranj Bhool Jaate Hain
جب تیرے نین مُسکراتیں ہیں
زیست کے رنج بھول جاتے ہیں
Ab Ke Baar Mil Kar Hum Yun Saal e Noh Manayeinge
Ab Ke Baar Mil Kar Hum Yun Saal e Noh Manayeinge,
Ranjishein Bhula Kar Hum Nafratein Mitayeinge
Ae Naye Saal Bata Kaun Si Shae Badli Hai
/Dard Shayari/Ghamgeen Poetry/New Year Shayari/Sad Urdu Poetry/Shayari on Waqt/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/