kasam
Fareb-e-ahd-e-mohabbat ki sadgī ki qasam
Fareb-e-ahd-e-mohabbat ki sadgī ki qasam
Wo jhoot bol ki sach ko bhi pyaar aa jaaye
فریب عہد محبت کی سادگی کی قسم
وہ جھوٹ بول کہ سچ کو بھی پیار آ جائے
फ़रेब-ए-अहद-ए-मोहब्बत की सादगी की क़सम
वो झूट बोल कि सच को भी प्यार आ जाए
Yeh ranjish mein hum ko hai be ikthiyari
Yeh ranjish mein hum ko hai be ikthiyari
Tujhe teri kha kr kasam dekhty hai
یہ رنجش میں ہم کو ہے بے اختیاری
تجھے تیری کھا کر قسم دیکھتے ہیں
Keh raha tha mein judah hoty
Keh raha tha mein judah hoty
Rab tujhe rab ki kasam na kar
کہہ رہا تھا میں جدا ہوتے
رب تجھے رب کی قسم نہ کر
Tum aa gae ho khuda ka subut hai ye bhi
Tum aa gae ho khuda ka subut hai ye bhi
Qasam khuda ki abhi main ne tum ko socha tha
تم آ گئے ہو خدا کا ثبوت ہے یہ بھی
قسم خدا کی ابھی میں نے تم کو سوچا تھا
तुम आ गए हो ख़ुदा का सुबूत है ये भी
क़सम ख़ुदा की अभी मैं ने तुम को सोचा था
Had se badh kar hasin lagte ho
Had se badh kar hasin lagte ho
jhuTi qasmen zarur khaya karo
حد سے بڑھ کر حسین لگتے ہو
جھوٹی قسمیں ضرور کھایا کرو
हद से बढ़ कर हसीन लगते हो
झूटी क़समें ज़रूर खाया करो
Udasiyon Se Wabasta Hai Yeh Zindagi
Udasiyon Se Wabasta Hai Yeh Zindagi Meri ‘WASI’
Khuda Gawaah Hai K Phir Bhi Tujhe Yaad Karte Hain
اداسیوں سے وابستہ ہے یہ زندگی میری وصی
خدا گواہ ہے کے پھر بھی تجھے یاد کرتے ہیں
Khuda Ko Kaam To Saunpe Hain Mai Ne
Khuda Ko Kaam To Saunpe Hain Mai Ne Sab Lekin
Rahe Hai Khauf Mujhe Vaan Ki Be-Niyazi Ka
خدا کو کام تو سونپے ہیں میں نے سب لیکن
رہے ہے خوف مجھے واں کی بے نیازی کا
ख़ुदा को काम तो सौंपे हैं मैं ने सब लेकिन
रहे है ख़ौफ़ मुझे वाँ की बे-नियाज़ी का