yaqeen
Mil hi jaye ga kabhi dil ko yaqeen rehta hai
Mil hi jaye ga kabhi dil ko yaqeen rehta hai
Wo is sher ki galiyon mein kahin rehta hai
مل ہی جائے گا کبھی دل کو یقیں رہتا ہے
وہ اسی شہر کی گلیوں میں کہیں رہتا ہے
Is ki har baat maan leta hn
Is ki har baat maan leta hn
JIski baton ka ab yaqeen bhi nahi
اس کی ہر بات مان لیتا ہوں
جسکی باتوں کا اب یقین بھی نہیں
Meri dharkan tasals kho rahi hai
Meri dharkan tasals kho rahi hai
Yaqeenan wo kahi ro rahi hai
مری دھڑکن تسلسل کھو رہی ہے
یقیناً وہ کہی رو رہی ہے
Yeh shayari mosalsal zehni gar ki baat hai
Yeh shayari mosalsal zehni gar ki baat hai
Yaqeen mano yeh bary dard ki baat hai
یہ شاعری مسلسل ذہنی گرد کی بات ہے
یقین مانو یہ بڑے درد کی بات ہے
Yakeenan inhy ankhon ko dekh kar kaha gaya tha ke
Yakeenan inhy ankhon ko dekh kar kaha gaya tha ke
Teri ankhon ki siwa duniya mein rakha kiya hai
یقیناً انہیں آنکھوں کو دیکھ کر کہا گیا تھا کہ
تیری آنکھوں کی سوا دنیا میں رکھا کیا ہے
Bahmi yaqeen ke safar par
Bahmi yaqeen ke safar par
Mein tanha reh jaon tu
باہمی یقین کے سفر پر
میں تنہا رہ جاؤں تو
Mujhe yaqeen hai iqraar aahi jaye ga dil ko
Mujhe yaqeen hai iqraar aahi jaye ga dil ko
Ke koi shab tu zarur is ke kun ki shab hogi
مجھے یقین ہے اقرار آہی جائیں گا دل کو
کہ کوئی شب تو ضرور اس کے کن کی شب ہو گی
Us K Yuun Tark-e-Mohabbat Ka Sabab
Us K Yuun Tark-e-Mohabbat Ka Sabab Hoga Koi
Jee Nahi Ye Manta Wo Bewafa Pehle Se Tha
اس کے یوں ترک محبت کا سبب ہوگا کوئی
جی نہیں یہ مانتا وہ بے وفا پہلے سے تھا
उस के यूँ तर्क-ए-मोहब्बत का सबब होगा कोई
जी नहीं ये मानता वो बेवफ़ा पहले से था