sahara
Tere qaul-o-qarar se pahle
Tere qaul-o-qarar se pahle
Apne kuchh aur bhi sahare the
تیرے قول و قرار سے پہلے
اپنے کچھ اور بھی سہارے تھے
तेरे क़ौल-ओ-क़रार से पहले
अपने कुछ और भी सहारे थे
Kaun Kahta Hai Na Ghairon Pe Tum
Kaun Kahta Hai Na Ghairon Pe Tum Imdad Karo
Hum Faramoshiyon Ko Bhi Kabhi Yaad Karo
کون کہتا ہے نہ غیروں پہ تم امداد کرو
ہم فراموشیوں کو بھی کبھو یاد کرو
कौन कहता है न ग़ैरों पे तुम इमदाद करो
हम फ़रामोशियों को भी कभू याद करो
Sambhalne De Mujhe Ae Na-Umeedi
Sambhalne De Mujhe Ae Na-Umeedi Kya Qayamat Hai
K Daman-e-Khayal-e-Yaar Chuta Jaaye Hai Mujh Se
سنبھلنے دے مجھے اے نا امیدی کیا قیامت ہے
کہ دامان خیال یار چھوٹا جائے ہے مجھ سے
सँभलने दे मुझे ऐ ना-उम्मीदी क्या क़यामत है
कि दामान-ए-ख़याल-ए-यार छूटा जाए है मुझ से
Ae Dost Mohabbat Ke Sadme Tanha Hee
Ae Dost Mohabbat Ke Sadme Tanha Hee Uthane Parte Hain,
Rahbar Toh Faqat Is Raste Mein Do Gam Sahaara Dete Hain
ऐ दोस्त मोहब्बत के सदमे तन्हा ही उठाने पड़ते हैं
रहबर तो फ़क़त इस रस्ते में दो गाम सहारा देते हैं
اے دوست محبت کے صدمے تنہا ہی اٹھانے پڑتے ہیں
رہبر تو فقط اس رستے میں دو گام سہارا دیتے ہیں
Jo Muyasir Ho Teri Deed Roz Khawabon Mein
Jo Muyasir Ho Teri Deed Roz Khawabon Mein,
Ba Khuda Neend Ko Main Apna Sahara Kar Lu
جو میسر ہو تیری دید روز خوابوں میں
با خدا نیند کو میں اپنا سہارا کرلوں
Yeh Bewafa’on Ki Duniya Hai Dil Sambhal
Yeh Bewafa’on Ki Duniya Hai Dil Sambhal Kar Chalna Umar,
Yahan Log Barbad Karne Ke Liye Bhi Mohabbat Ka Sahara Lete Hain
Barsar e Jang Raza Aaj Yeh Duniya Hai Magar
/Chahat Shayari/Inspirational Shayari/Shayari on Life/Two Line Shayari/Urdu Poetry Images/Urdu Shayari Mohabbat/