bichar
Ek dojy se bichar kar yahi maloom raha
Ek dojy se bichar kar yahi maloom raha
Ek dojy ko bholany mein hi masroof rahy
ایک دوجے سے بچھڑ کر یہی معمول رہا
ایک دوجے کو بھلانے میں ہی مصروف رہے
Tum tak bhi na pohnch sakon
Tum tak bhi na pohnch sakon
Khud se bhi bichar jaon tu
تم تک بھی نہ پہنچ سکوں
خود سے بھی بچھڑ جاؤں تو
Is ne bichar ke khud ko bohat aam kar liya
Is ne bichar ke khud ko bohat aam kar liya
Wo ke jis ko sarmya hayat hona chahiye tha
اس نے بچھڑ کہ خود کو بہت عام کر لیا
وہ کے جس کو سرمایہ حیات ہونا چاہیے تھا
Bichar ke tujh se bohat pursakoon tha pahle pahal
Bichar ke tujh se bohat pursakoon tha pahle pahal
Phir ek dard ka dariya utar gaya mujh mei
بچھڑ کے تجھ سے بہت پر سکوں تھا پہلے پہل
پھر ایک درد کا دریا اتر گیا مجھ میں
Na tujh se rabta rishta tha phir najany ku
Na tujh se rabta rishta tha phir najany ku
Bichar ke tujh se bohat der hum udaas rahe
نہ تجھ سے ربط نہ رشتہ تھا ، پھر نجانے کیوں
بچھڑ کے تجھ سے بہت دیر ہم اداس رہے
Bichad gaya hon magar yad karta rehta hon
Bichad gaya hon magar yad karta rehta hon
Kitab chor chuka hon parhaayi jari hai
بچھڑ گیا ہوں مگریاد کرتا رہتا ہوں
کتاب چھوڑ چکا پرھاۂی جاری ہے